19,321
Loading...
Uploader Comments (mahakavi)
see all
All Comments (14)
-
May I say this is excellent.
-
@Mahakavi..... You are Super Baa Zoq person I must admit :-)
Kia ghazal dhoond kay lay aaye, bhai sab kaho Subhan Allah!
-
wah, wah, wah, wah, nasha aa gaya.
-
Mirza Ji tasleemat,
Bari nawaazish, banda mamnoon ha,
Wassalaam.
Masood
-
it is amir qizilbash.
Loading...
Waah saaheb waah, Mujhay Begum saaheba ki is ghazal ki taalaash hai " is ishq ke haathon se hargiz na mafer dekha, utni hi baRhi hasrat jitnaa bhi udhar dekha"
masoodkhan 1 year ago
Khan Sahab,
Adaab Arz,
MaiN ne yeh ghazal upload ki hai.
'Begum Akhtar - 078 - Iss Ishq ke haathoN se ' Baraaey meherbani meiri playlists mulaheza farma leiN, usmeiN eik playlist Begum Akhtar Saheba ki bhi hai. Jismein 164 GhazleiN, Dadra wa thumri waghairah haiN.
Shukriyah,
Mirza Jamal
mahakavi 1 year ago
is the poet ameer qizilbash ? or someone else?
ambindia 3 years ago
Yaqeen se kuch nahiN kah sakta.
Mumkin hai Ameer Agha Qazalbash Saheb ki hi ghazal ho.
mahakavi 3 years ago