ye ham jo hijr me.n diivaar-o-dar ko dekhte hai.n
kabhii sabaa ko kabhii naamaabar ko dekhte hai.n
vo aaye ghar me.n hamaare Khudaa kii kudarat hai
kabhii ham un ko kabhii apane ghar ko dekhte hai.n
nazar lage na kahii.n uske dast-o-baazuu ko
ye log kyo.n mere zaKhm-e-jigar ko dekhte hai.n
tere javaahiir-e-tarf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taalaa-e-laal-o-guhar ko dekhte hai.n
A good composition in Shyam Kalyan.
satyamurti9 8 months ago
this is super ghazal of lata ji.,
MrRajkoemar 10 months ago
lata jee,..uffffffffffff,..itna achchaaaa bhi nahi gana chaahiyeee,..aajkal ke singers ke to gale fat ke bikhar jaayenge aisaaa gaane gaane meee,..
riteshmallik 1 year ago
welcome brother
akkolhammal 1 year ago
thank you what agazal wah wah wah
akkolhammal 1 year ago
also tag it as mirza ghalib please
zzzzpakistan 2 years ago