Alert icon
We're changing our privacy policy. This stuff matters.  Learn more  Dismiss

Shab E Barat- An Nabi Sallu Alaih P1- Owais Qadri x

Loading...

Sign in or sign up now!
667 views
Loading...
Alert icon
Sign in or sign up now!
Alert icon

Uploaded by on Jul 14, 2008

Beautiful! MashaALLAH! x

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah

An Nabi Sallo Alaih - Salawathullah Alaih - Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih

An Nabi Ya Halireen - Iilamoo Ilmal Yaqeen -- Anna Rabbal Aalameen Wa Rala Salla Alaih

An Nabi Sallo Alaih - Salawathullah Alaih - Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..

Kaabe Ke Badrud Duja - Thum Pe Karodon Durood

Tayba Ke Shamsud Duha - Thum Pe Karodon Durood

Shafiye Roze Jaza - Thum Pe Karodon Durood -- Dafiye Jumla Bala Thum Pe Karodon Durood

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah

An Nabi Ya Man Halar -- An Nabi Khairul Bashar -- Man Lahu Shaqqul Qamar -- Wa Nazil Sallim Alaih

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..

Dil Karo Thandha Mera Wo -- Kafe Pa Chaand Sa -- Seene Pe Rakdho Zara - Thum Pe Karodon Durood

Zaat Hui Intikhab -- Wasf Hue La Jawab -- Naam Hua Mustafa - Thum Pe Karodon Durood

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah

An Nabi Dhakal Uroos -- Dhikruhu Yuhyin Nufoos -- An Nasaara Wal Majoos -- Aslamoo Ala Yadaih

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..

Be Hunar Be Tameez -- Kiske Hue Hain Azeez -- Ik Thumare Siwa - Thum Pe Karodon Durood

Aas Hai Koi Na Paas -- Ik Thumaari Hai Aas -- Bas Hai Yahin Aasra - Thum Pe Karodon Durood

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah

Seena Ke Hai Daag Daag -- Kehdo Karen Baag Baag -- Tayba Se Aake Saba - Thum Pe Karodon Durood

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah

An Nabiyyul Mustafa -- Ibn Zamzam Was Safa -- Man Taa'la Sharafa -- Kulluhum Salla Alaih

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..

An Nabiyyul Mujtafa -- An Nabi Saakin Quba -- Hubbuhu Li Madhaba -- Rabbana Salla Alaih

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..

Thum Se Jahan Ka Nizaam - Thum Pe Karodon Durood

Thum Pe Karodon Sana - Thum Pe Karodon Durood

Thum Ho Jawado Kareem -- Thum Ho Rawoofo Raheem

Bheek Ho Data Ataa - Thum Pe Karodon Durood

Khalq Ke Haakim Ho Thum -- Rizq Ke Qaasim Ho Thum

Thum Se Mila Jo Mila - - Thum Pe Karodon Durood

Nafii Wo Dafii Ho Thum -- Shaafii Wo Rafii Ho Thum

Thum Se Bas Afzon Khuda - - Thum Pe Karodon Durood

Shaafee Wo Naafee Ho Thum -- Kaafee Wo Daafee Ho Thum

Dard Ko Kardo Dawa - Thum Pe Karodon Durood

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah

Barse Karam Ki Bharan -- Bhoole Niam Ke Chaman

Aysi Chala Do Hawa - Thum Pe Karodon Durood

Kiyoon Kahoon Be Kas Hun Main - Kiyoon Kahoon Be Bas Hun Main

Thum Ho Main Thum Pe Fida - Thum Pe Karodon Durood

Ya Rasoolallah Ya Rasoolallah Ya Habeeballah Ya Habeeballah

An Nabi Dhaakal Maleeh -- Qawaluhu Qawlu Saheeh -- Wal Quran Shaiun Faseeh -- Alladee Unzil Alaih

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2) An Nabi..

Karke Thumare Gunaah -- Maanghe Thumaari Panaa

Thum Kaho Daaman Men Aa - Thum Pe Karodon Durood

Ham Ne Khata Men Na Ki -- Thum Ne Ataa Men Na Ki

Koi Kamee Sarwara - Thum Pe Karodon Durood

Aankh Ata Keejiye -- Us Men Ziya Deejiye -- Jalwa Qareeb Aagaya- Thum Pe Karodon Durood

Kaam Oh Le Leejiye -- Thumko Jo Raazee Kare -- Theek Ho Naame Raza- Thum Pe Karodon Durood

Wal Hasan Thummal Husain -- Lin Nabi Raihaanatain -- Fathima Qurrathu Ayn -- Jadduhum Sallo Alaih

An Nabi Sallo Alaih - Salawathullah Alaih - Wa Yanaalul Barakah Kullu Man Salla Alaih

Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah Allaah..Allaah (2)

Ye Ubaid Adna Ghulam -- Tera Hai Khairul Anam -- Waqt Midhat Keliye -- Is Ki Ho Umr Tamam

Category:

People & Blogs

Tags:

License:

Standard YouTube License

  • likes, 0 dislikes

Link to this comment:

Share to:

All Comments (0)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
Loading...

0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more