Aagaya Bazaar Ali Akbaram
Ghash May Hai Bimaar Ali Akbaram
Hichkiya Lay Lay K Ma Sunti Hai Jab Bhi Azaan
Tan Se Nikalti Hai Jaan Lagti Hai Dil Par Sina
Chalti Ha Talwaar Ali Akbaram
Aagaya Bazaar Ali Akbaram
Ghash May Hai Bimaar Ali Akbaram
---
Aagayee Shaame Bala Hoti Hai Ma Bayrida
Bhool Gae Ma Ko Kya Sunte Nahi Kyou Sada
Ma K Madadgaar Ali Akbaram
Aagaya Bazaar Ali Akbaram
Ghash May Hai Bimaar Ali Akbaram
---
Ghum Se Chudaaou Usay Shakal Dikhaao Usay
Layke To Aaou Usay Bhoolna Jaao Usay
Sughra Hai Bimaar ali Akbaram
Aagaya Bazaar Ali Akbaram
Ghash May Hai Bimaar Ali Akbaram
---
Wo Jo Hai Ma Ki Misaal Zainabe Bargista Haal
Jisne Rakha Hai Khayaal Paala Hai Atthara Saal
Zainabe Lachaar Ali Akbaram
Aagaya Bazaar Ali Akbaram
Ghash May Hai Bimaar Ali Akbaram
---
Aae Mere Kadiyal Jawaan Ma K Bandhi Reesmaa
Chalne Ko Hai Kaarwan Tum Ho Na Jaane Kahaa
Milto Lo Ek Baar Ali Akbaram
Aagaya Bazaar Ali Akbaram
Ghash May Hai Bimaar Ali Akbaram
---
Tum Nahi Hona Malool Ma Ko Sitam Sab Khabool
Sar Pay Agarchay Hai Dhool Bach Gaya Dene Rasool
Lut Gaya Gharbaar Ali Akbaram
Aagaya Bazaar Ali Akbaram
Ghash May Hai Bimaar Ali Akbaram
---
Aagaya Bazaare Shaam Majma Hai Sab Khaaso Aam
Hass Raha Hai Baylagaam Bibiyou Ka Layke Naam
Majmae Aghyaar Ali Akbaram
Aagaya Bazaar Ali Akbaram
Ghash May Hai Bimaar Ali Akbaram
---
Hai Ye Sadae Naved Dar Pay Jo Aae Naved
Sajda jo Paae Naved Layke Wo Jaae Naved
Aae Mere Sarkaar Ali Akbaram
Aagaya Bazaar Ali Akbaram
Ghash May Hai Bimaar Ali Akbaram
i need this mp3 plzzz
shoaib946 9 months ago
:'( :'(
17insiya 1 year ago
@span02 ya i wnt mp3 audio plz
17insiya 1 year ago
nice!!!!!!
landum1 1 year ago
if u need this noha video so pls do let me know he is my friend
span02 2 years ago
MashAllah, very good!
shiaeali110 2 years ago