O bhai meray bilawajha apna khoon jala rahay ho aap. yeh qaum paida hi isi liyay hui hay.
agar yeh sub is tarah say apnay aap ko zakhmi na karain matam ki sada buland na karain gham-o-ghussay ka izhaar na karain. unn jahil musalman jinhon nay Hussain(a.s) ko shaheed kiya un ko bura bhala na kahain to phir yeh dunya
Behis logon say bhari parri ho jinhain karbala or khoon-e-Hussain ka na to pata hay
Or bhai aap jazbaat main aakar bilawajha fatwa laga rahay ho . aap kay fatway ki kisi ko zaroorat nahin hay na uss ka asar hoga in logon per.
aap ka kiya bigaarr rahay hain yeh matam karkay . so karnay dain inhain jo bhi kar rahay hain.
Peace again.
samgeotvv 2 years ago
or na hi unhain iss say gharz hay k aakhir 60 hijri main hua kiya tha.
so better aap khoon na jalo apna inhain apna kaam karnay do.
Peace.
samgeotvv 2 years ago
O bhai meray bilawajha apna khoon jala rahay ho aap. yeh qaum paida hi isi liyay hui hay.
agar yeh sub is tarah say apnay aap ko zakhmi na karain matam ki sada buland na karain gham-o-ghussay ka izhaar na karain. unn jahil musalman jinhon nay Hussain(a.s) ko shaheed kiya un ko bura bhala na kahain to phir yeh dunya
Behis logon say bhari parri ho jinhain karbala or khoon-e-Hussain ka na to pata hay
samgeotvv 2 years ago
hr kalma parhny wala insan Muslim hai...
... or kisi muslim ko kafir kahny ka Gunna hm sb janty hain...................so, b4 commenting plz think what u r commenting.. ... . . . . . .
zairi10able 2 years ago
mashallah
nishanematam 2 years ago
mera ALLAH in ya HUSSAIN kehne walu ko aur ghame-e hussain mein apne gham bhool jane walu ko salamat rakhay. .
SAIK79 3 years ago