Fankaar With Farzana - Dr.Mashood Part 1
Loading...
706
views
Loading...
Uploader Comments (farzanaakhtarkhan)
Top Comments
-
saqi aur sharab ki munasbit se yakayak ek sher zhen ke dreeche se machal utha, woh kuch aisa hai...." bada kashi ki bazm jami hai khabi kahbi,saqi ki bat rakhne ko pi hai khabi khabi, aise gaye hawaas ke aye na umr bhar, yun bhi nazar'nazar se mili hai khabi khabi.....
-
mujhe zubani bata de kitab rehne dey!! wah kia baat hai, jinab ne kia umda sher kaha... thanks for sharing.
see all
All Comments (5)
-
aankhen chhoti hain magar khaab bade hain sabke
apni taufeeq se alqaab bade hain sabke
saare qatre yaha.n dariya ke libaaso.n me hain
ghar to hain tang magar baab bade hain sabke aapko nazr
Loading...
aankhen chhoti hain magar khaab bade hain sabke
apni taufeeq se alqaab bade hain sabke
saare qatre yaha.n dariya ke libaaso.n me hain
ghar to hain tang magar baab bade hain sabke
aapko nazr
ajayspandan 1 year ago
@ajayspandan Haha, aap ka matlab bohut acchi tarah samjh rahi hon SAHAB :)
farzanaakhtarkhan 1 year ago