subhan Allah masha Allah,lovely ,n all hv well done,jazakAllah,Allah mujhy b Apny Nabi(S.A.W) ki tareef me aisy hi khoobsurat natain prhny ki toufeeq ata kry
Or matloob hi unka maqsood hai Or maqsood hi unka mojood hai Ap saare rasoolon k sardar hain Ap ka sirf ALLAH mabood hai Baad me sare nabiyon k aye hain wo Bakshwayein ge har ik gunnah gar ko Har musafir ki krte hain gham khawariyan Rehmatein bantttein hain wo sansaar ko Sahibe taaj wo, shahe meraaj wo x2
subhan Allah masha Allah,lovely ,n all hv well done,jazakAllah,Allah mujhy b Apny Nabi(S.A.W) ki tareef me aisy hi khoobsurat natain prhny ki toufeeq ata kry
(ameen)
719990 2 days ago
SUBHANALLAH.........
star9490 4 days ago
subhan Allah vry nice
angelkashi1 1 week ago
@sunksoul1 /// vry swweeeet nd nice of u..!!!!!!!!JAZAK ALLAH az za wajal
4EverMadinA 2 weeks ago
@mymadkids3 i have posted the full lyrics :)
sunksoul1 2 weeks ago
Aey fidayaane noore jamale Nabi
Ap par aalo as-haab par subho shaam
Jese haq bhi jinhi ka hai bhaijo bassad
Ehtraam o mohabbat durood o sallam
Sahibe taaj wo, shaahe meraaj wo x2
Sheh saware burhako ameer e alam, dafaye har bala
Dafaye har maba, dafaye kehto-am, raazo ranjo alam
Sahibe taaj wo, shah e meraaj wo x2
sunksoul1 2 weeks ago
Duniya or aakhrat ka waseela hain wo
Rutba e kaba kosain jinko mila
Dono hi mashrikon magribo ka wo rab
Haasil unko khiatab uske mehboob ka
Jadd-e-amjad hain Hasnain k or har
Jinno insaan k aaqa o maula hain wo
Baap Kasim k baite hain Abdullah k
Or noor e ilahi ka hissa hain wo
Sahibe taaj wo, shaahe meraaj wo x2
sunksoul1 2 weeks ago
Aashiqon k dilon ki wo taskeen hain
Or muradein har ik sahibe shok ki
Haq shanason ki khursheedo khaawar hain wo
Saal ki ne rhe ishq ki roshini
Pyar mohtaaj o muflis se miskeen se
Har mukarib ki wo rehnumai karein
Jinno insan k sardar dono haram
Dono kiblon ki wo paishwayi karein
Sahibe taaj wo, shaahe meraaj wo x2
sunksoul1 2 weeks ago
sunksoul1 2 weeks ago
Sar se pairon talak wo karam hi karam
Rab hifazat kare bil yakeen ap ki
Unke khidmat guzaron me jibreel hain
Or sawari burake haseen ap ki
Safar unka hai meraaj or sidra
Tul muntaha mustaqar or makaam unka hai
Kaaba kosain ka martaba unka matloob hai
Or dar-u-sallam unka hai
Sahibe taaj wo, shahe meraaj wo x2
sunksoul1 2 weeks ago