KIA ISS CLIP MEI TARIK JAMEEL SB NE APNE WO BAYAN JIS MEI MOULANA MOUDOODI KI TAREEF KI THI KI TARDEED KI .YE EK ILMI BAHS HAI .GENERAL TOPIC HAI TUM LOG TOR MOR KAR APNE HAK MEI SABIT KARNE KI NA KAM KOSHISH KARTE HO.MASHALLAH WO ZINDA HAI APP JA KAR UNKO KAHEIN K JANAB WAZIH KAHO K MOUDOODI AALIM NAHI THIE .
Molana sb nay bohat achay tareqay say aik Elmi masla biyan kia, main nay modoodi sb ko b parha hay, lakin is clip k half honay say tariq sb ki koi samjh nahi aa rahi, wah kia sabit karna chahtay hian kia mododi sb naozobillah min zalik gustakh e shaba thay ya phir yah sabat karna chahtay k un ka elm naqas hay? jin ko aalam e islam mian aik namayan mqam hasil hay? ya phir tariq sb apni ghalti drusat honay ki nishan dahi kar rahay k mododi sb nay un k concpets drust keay? plz load full clip, tanx
Jo log sahaba keh baare meh baatein karte hon woh pehle namaz parhne ka sahih tareeqa seekhen. Pehle Islam ki bunyadi baaton ko seekhen. Pehle deen ki implementation ke baare meh ilm hasil karein aur amal karein. jo hastian guzr gain aur history ban gain unke baare meh kion baatein karte ho. Sahaba ra keh baare meh tab baat karo jab khud sahaba keh maqaam pe puhncho jo keh ho nahin sakta. Lehaza khamosh raho aur apna girehbaan dekho keh khud kia ho.
@MaleDecent aur ahtiaat isi mein ha k ham jesy log un a'alaa hastion k barey mein aisi baton se guraiz karen jo zareeah banti hein un par tanqeed ka halaankeh pichli aasmani kitabon mein bhi unki khoobian bayan ki gae hein aur quran mein bhi, ya phir shayad iski ye wajah ha k ham apni tehqeeq ko Allah k ilm se ziada authentic samajhte hein!!! baqi rahi baat kitab likhne ki tou iski zuroorat nahin kiunke pehlw hi kaafi books likhi ja chuki hein jo muntazir hein k unhen study kia jae(continued)
yeah very nice
faarisadz2 1 day ago
How are wort that jameel is shytan.Are you know about molana tariq jameel.? you confirmed somthing he don some work as same shytan.
SJHUSSAINPK 1 month ago
KIA ISS CLIP MEI TARIK JAMEEL SB NE APNE WO BAYAN JIS MEI MOULANA MOUDOODI KI TAREEF KI THI KI TARDEED KI .YE EK ILMI BAHS HAI .GENERAL TOPIC HAI TUM LOG TOR MOR KAR APNE HAK MEI SABIT KARNE KI NA KAM KOSHISH KARTE HO.MASHALLAH WO ZINDA HAI APP JA KAR UNKO KAHEIN K JANAB WAZIH KAHO K MOUDOODI AALIM NAHI THIE .
truth3807 2 months ago
English please.
surotmiah1 3 months ago
Molana sb nay bohat achay tareqay say aik Elmi masla biyan kia, main nay modoodi sb ko b parha hay, lakin is clip k half honay say tariq sb ki koi samjh nahi aa rahi, wah kia sabit karna chahtay hian kia mododi sb naozobillah min zalik gustakh e shaba thay ya phir yah sabat karna chahtay k un ka elm naqas hay? jin ko aalam e islam mian aik namayan mqam hasil hay? ya phir tariq sb apni ghalti drusat honay ki nishan dahi kar rahay k mododi sb nay un k concpets drust keay? plz load full clip, tanx
auhq1990 3 months ago
Jo log sahaba keh baare meh baatein karte hon woh pehle namaz parhne ka sahih tareeqa seekhen. Pehle Islam ki bunyadi baaton ko seekhen. Pehle deen ki implementation ke baare meh ilm hasil karein aur amal karein. jo hastian guzr gain aur history ban gain unke baare meh kion baatein karte ho. Sahaba ra keh baare meh tab baat karo jab khud sahaba keh maqaam pe puhncho jo keh ho nahin sakta. Lehaza khamosh raho aur apna girehbaan dekho keh khud kia ho.
sipraomer 4 months ago
mery khyal main hamain Modudi sab ko parhna chahiye jesy Molana Tariq sab ny parha or un ki galtfehmi dur hui
MyAzeem007 4 months ago
جميل شيطان
maymar1 4 months ago
Yeh upload kaene wala Fassadi aur Fitnaa hai..!!
Zuibee 5 months ago
@MaleDecent aur ahtiaat isi mein ha k ham jesy log un a'alaa hastion k barey mein aisi baton se guraiz karen jo zareeah banti hein un par tanqeed ka halaankeh pichli aasmani kitabon mein bhi unki khoobian bayan ki gae hein aur quran mein bhi, ya phir shayad iski ye wajah ha k ham apni tehqeeq ko Allah k ilm se ziada authentic samajhte hein!!! baqi rahi baat kitab likhne ki tou iski zuroorat nahin kiunke pehlw hi kaafi books likhi ja chuki hein jo muntazir hein k unhen study kia jae(continued)
rizwanwattoo86 6 months ago