Yeh video, quality restaurant ki hay jahan hum khana khanaey gaey they,... aaj unhon nay aik live singer ko bulwaya hooa tha,koi burhaey say uncle they:D
un uncle ki koi akheeeer hi pursee thi:D
lo ji aik dam say music ruka aur uncle nay ailaaan kia " Hamare darmiyaan zeeshaan sahab kay sahabzade usman bhi hain,...aaj usman ki birthday hay":P
Phir unhon nay gana gana shuroo kar dia" BAAAR BAAAR DIN YEH AAAEY,..BAAAR BAAR DIL YEH GAEY,...HAPPY BIRTHDAAAAY TO U,..HAPPY BIRTHDAY USMAAAAN,HAPPY BIRTHDAY TO UUUU":d:d
Hamara hans hans kar hamara bura haal ho gaya:P
aik dam humein khayal aaya keh kyun na in ka GHALAT ISTAMAAL kia jaey:D
Hum nay aik parchi par likha " happy birthday ABDUL SHAKOOR" aur mein ja kar parchi uncle kay samne rakh aaya:P
uncle nay gana shuroo kar dia,"baar baar din yeh aaey,..baar baaar dil yeh gaey,tu jiye hazaroon saaal...happay birthday to u ,..happay birthday to u,..happayy birthday to u abdul shakoor.... happy birthday to u:D
phir 10 minute baad mein nay aik aur parchi par likha,.."happy birthday MALAAAL CHANDIO"aur rakh aaya un kay samne :"D
uncle kehte hain mic par,.."lein ji,aaj hamare darmiyaan aik aur salgiraah bhi hay,..malaaal chandio sahab ki bhi salgiraah hay aaj"":D:D
aur phir gana shuroo ho gaya "BAAAR BAAAR DIN YEH AAAEY,..BAAR BAAAR YEH DIL GAEY,...TU JIYEE HAZAROOON SAAAAL,..... happay birthday to u,HAPPAY BIRTHDAY TO U,....happay birthday maalaaaaaal,..Happy Birthday to you MALAAAL CHANDIO SAHAB":p:p
Video has the last part of our zalalat (malaal chaandio part):D
HAHAHAAHAHAHHAHAHAHHAAHAHAHAHHAHAHA
MANZ518 11 months ago