ITNAY BARAY JAHAN MAIN
Uploader Comments (jimmynoor68)
All Comments (7)
-
Mann kay Anso. I saw this movie When I
was 6yr
-
Great childhood song. Thank you for posting it. Does anyone know which movie is this song from?
-
" ghareebo ki suno wo tumhari sunay ga tum aik paisa do gee wo daas laakh de ga "
-
Jimmmmy, Thanks A Million, Yaar Kya Zamana Yaad Dila Diya, God Bless You
Arif
-
us waqt ki movies mein aisay kafi songs thay ..like kisi nay kisi ko ghar say nikaal diya ab wo road par ga raha hay ya ga rahi hay to Faqeer wo pick kartay thay :-) like Inayat Bhatti nay Film Son of Alibaba mein Habib Jalib ka song gaya .. Kar lay bhala jahan mein hoga bhala tera :-) Indian movies mein bhi yehi trend tha .. Sardar Malik ka film Aab-e-Hayat mein Hemant Kumar nay gaya Ghareebo ki suno wo tumhari sunay ga tum aik paisa do wo pata nahi kitany paisay day ga :-)
-
Nice yaar bohat dinno k baad suna ay. Some of our experinces are full of irony, bhari mehfil mai bhi adami baz defa tanha hota hai or baaz defa kisi ka kheyaal he kafi hota hai pori zindagii k leyah.
I remember ye song Bus n Train mein Faqeer-Favourites mein say aik tha :-)
lovehumanity 4 years ago
chalo becharey faqeeron ke liye kissi ne kabhi kuch to likha...i never saw or heard a begger singing filmi song....lucky you... :))
jimmynoor68 4 years ago