Sant Shri Asaramji Amritvani,
Sant Shri Asaramji Ashram, Ahmedabad (2-6-07)
DRIH SHRADHA
Satsang Ke mukhya Ansh :-
Chal kapat se, asdradha se, abramchrya se, durachar se dil malin ho jata hai....
Sadaghar, bramchrya, ekagrata, shradha in sadguno se bhagwat prapti jaldihoti hai....
Dreh shradha wala waikti sabkuch paa sakta hai....
Guruji to pratyaksh bhagwan ka anubhav karane wale dev hai....
Dreh shradha, ekagrata, anasakti, sadachar aur bramchrya ye 5 sadgun rakhe to eshwar prapti ho jaye....
Sansar se terna hai na, dukho se paar hona hai na, chintao se paar hona hai, ghamand se paar hona hai, abhiman se paar hona hai, bhay se paar hona hai, krurta se paar hona hai, janam maran ke dukho se paar hona hai, paap se paar hona hai to ye saab kaam ho jate hai khali bhagwan ko pane ka irada karein aur roz dhyan karein.....
Link to this comment:
All Comments (0)