Old age home - A tragedy (must watch)
Uploader Comments (saqib2s)
Top Comments
-
what you did to someone can come back around! Agar aik bhaita apnay bap ko chorday, oska bi bhaita kar sak ta hai
All Comments (24)
-
Astaghfirullah, Astaghfirullah, Isay Jahil honay say Allah Talla bachae
-
aisi aulaad ko raat ko neend kaisay aati hai?
-
duniya mein 2 hi insaan aisey hain jis ko aap ki kamyabi khushi hoti hai aur wo ke apne waldain hain . care of your partents
-
Aye Aulaad tere saath bhi yahi hoga... Allah hume nek toufeeq de
-
Appni OLD ko HALAL RIZQ khillao ....bus
-
in sab ke bachon k liye paighaam....
aik aik ansu ka hisaab dena pare ga upar jaa ke....agar bardasht kar sakte ho tu aur bura kar ke dekh lo....ye dunia bhi makafaat-e-amal hai...bus thora intezar karo...aur anjaam tumhare samnay ho ga...
-
it really hurts
-
ALLAH hum ko apnay walidain ki khidmat karne ki taufeeq day..ameen
-
Lanat hai aisi Olaad pay..
i swear i can never 'feel' how this old man feels :(, infact, i can never feel how all of these people feel :_(. Allah Maaf Farmaye :_(
gikiian 1 year ago 15
@gikiian
you are absolutely right bro
saqib2s 1 year ago 2