Music Director: Naushad
Lyrics: Shakeel Badayuni
Singer: Lata Mangeshkar
Enjoy this super hit song from the 1959 movie Mughal-E-Azam starring Dilip Kumar, Madhubala, Prithviraj Kapoor, Durga Khote, Nigar Sultana, Ajeet and Johny Walker. This movie was directed by K Asif.
Subscribe and get regular updates on newly uploaded songs http://www.youtube.com/subscription_center?add_user=filmigaane .
To watch more Superhit Bollywood Old & New Songs click here http://www.youtube.com/filmigaane
Lyrics:
aaa aaa aaa
ye dil ki lagi kam kyaa hogi
ye ishq bhala kam kya hoga
Jab raat hai aisi matwaali
Jab raat hai aisi matwaali
phir subah ka aalam kyaa hoga
phir subah ka aalam kyaa hoga
aaa aaa aaa
naghmon se barasti hai masti
chhalke hain khushi ke paimaane
chhalke hain khushi ke paimaane
aaj aisi bahaaren aayin hain
kal din me banenge afsaane
kal din me banenge afsaane
ab isse jyaada aur haseen
ye pyaar ka mausam kyaa hoga
ab isse jyaada aur haseen
ye pyaar ka mausam kyaa hoga
Jab raat hai aisi matwaali
phir subah ka aalam kyaa hoga
phir subah ka aalam kyaa hoga
aaa aaa
ye aaj ka rang
aur ye mehfil
dil bhi hai yahaan
dildaar bhi hai
dil bhi hai yahaan
dildaar bhi hai
aankhon me qayaamat ke jalwe
seene me tadapta pyaar bhi hai
seene me tadapta pyaar bhi hai
is rang me koi jee le agar
marne ka usse gham kyaa hoga
is rang me koi jee le agar
marne ka usse gham kyaa hoga
jab raat hai aisi matwaali
phir subah ka aalam kyaa hoga
phir subah ka aalam kyaa hoga
aaa aaa
haalat hai ajab deewaano ki
ab khair nahin parwaano ki
ab khair nahin parwaano ki
anjaame muhabbat kyaa kahiye
lay badhne lagi armaano ki
lay badhne lagi armaano ki
aise me jo paayal toot gayi
phir ai mere hamdam kya hoga
aise me jo paayal toot gayi
phir ai mere hamdam kya hoga
jab raat hai aisi matwaali
phir subah ka aalam kyaa hogaa
phir subah ka aalam kyaa hogaa
wow
sachin680 6 months ago 3
these songs are better than the meaningless ones you get these days - gone are the days. this film and the songs of this film are way ahead of their time. cool
1979sophi 4 months ago