panna dham mein hone wale sarad poornima ki chata hi nirali hai
jub yaha bangla ji se rajji mahraj ki sawari ko rashmandal laya jata hai to sabhi sundersath bhakti ras mein dub jate hai jub sawari niklti hai to rajji mahraj ki chata advhuat hoti hai aur charo aur prannath pyare ki jaykare ki gunj sunai deti hai
bolo shri prannath pyare ki jai
pranam ji
seelu sharma
thank you so much for posting this video on You tube this reminds me of my paana (paramdham). thanks pranam keep up the gud work. I m a pranami from USA. miss India and Love India
srkfan127 2 years ago