@neenaly Movie ka to kaha tha kay sochon ga.. (release kay silsilay mein bargain ho rahi hay kahin in fact..us se pehlay mujhe permission nahi isay baahar lanay ki) albatta woh aik song jo aap nay kaha woh aap ko hi dedicate hoga lekin main zara logo kay baghair wala version talash kar raha hoon us ka..umeed hay jald hi mil jayega.
Noor Jahan is lovely did not know much about her but she looks like a very humble person and have a lovely family she is so pretty in her senior age...
yar was anwar maqsood young ever?!?
mubee786 1 month ago 3
@mubee786 no-we didn't seen him young as well- ha ha
neenaly 1 month ago
@neenaly neither me :-)
aik ye aur aik Ashok Kumar .. uski 1940 ki movie dekho tab bhi wesa hi jaisa 1990 mein :-)
lovehumanity 1 week ago
@lovehumanity jee han bilkul sahi-aur Waheeda Rehman ka b yahi haal hai-
aur Sir aapne kuch wada kia tha Raja Saab k baray main-what about that promise///??-
i know the film definately will be very boring but still i want to see Adil Murad as hero and eagerly want to watch its very beautiful songs-
neenaly 1 week ago
@neenaly Movie ka to kaha tha kay sochon ga.. (release kay silsilay mein bargain ho rahi hay kahin in fact..us se pehlay mujhe permission nahi isay baahar lanay ki) albatta woh aik song jo aap nay kaha woh aap ko hi dedicate hoga lekin main zara logo kay baghair wala version talash kar raha hoon us ka..umeed hay jald hi mil jayega.
lovehumanity 1 week ago
@lovehumanity ok-thx
neenaly 1 week ago