Jaane kaisa hai mera diwaana Kabhi apna sa lage, kabhi begaana Badi bholi ho, ye bhi na
jaana Kabhi apno ko nahi kehte begaana Yu bhi jeeta tha magar koyi armaan na the Jab talak aap
mere dil ke mehmaan na the Dil ke mehmaan na the Tumse meheka hai mera viraana Kabhi apno ko
nahi kehte begaana Main woh aazaad ghata tumne jisse baandh liya Apni aankho mein mujhe naya
aakaash diya Naya aakaash diya Yahi chhota sa mera afsaana Kabhi apna sa lage, kabhi begaana
Kabhi chhede hai pawan kabhi chhede hain piya Yahi to hoga sanam tumne jab pyaar kiya Tumne
jab pyaar kiya Mere paas aao chhodo sharmaana Kabhi apno ko nahi kehte begaana
It is a very nice and a melodious song. It reminds me when I was studing in college. Thanks for uploading. -- Rohit, Oman.
Rohitverma955 5 months ago
very nice song....
doctorvirus001 2 years ago
NICE ONE.....
Armaniibboyy 2 years ago