........ bas ek bar wapas lautne ka man karta hai .........
........ Aaj har wo baat yaad aati hai.......
........ kuch buri batein jo ab acchi lagti hain ........
........ kuch batein jo kal ki hi batein lagti hain ........
........ abki baar class attend karne ka man karta hai ........
........ Dopahar ki class mein aakhen band karne ka man karta hai......
........ arpit ashish ke hostel ke chat ke wo din yaad aate hai ........
........ exam ke time pe wo canteen ki hasi mazak bahut pyari lagti hai ........
........ tab ki bekar lagne wali photo's chehre pe hasi laati hai .......
........ Apni galtiyon pe tumse daat khana yaad aata hai. ........
........ Par tumhari galti dekhne ka man karta hai........
........ Aaj tum bahut yaad aate ho.......
........fir waise hi subah uthne ka man karta hai........
........bas ek bar wapas lautne ka man karta hai........
........bas ek bar aur .......
........wapas lautne ka man karta hai
hye dude ye video banane ke liye konsa movie maker use kiya hai ? plz tell me
my id - prathamesh.barde46@gmail.com
princy3601 1 month ago
awsum video man!!!!!!!!
crazymirchi 3 years ago