Music Director: Shankar Jaikishan
Lyrics: Neeraj
Singer: Kishore Kumar , Asha Bhosle
Enjoy this super hit song from the 1971 movie Kal Aaj Aur Kal starring Randhir Kapoor, Babita, Raj Kapoor, Prithviraj Kapoor and Narendranath. This movie was directed by Randhir Kapoor.
Subscribe and get regular updates on newly uploaded songs http://www.youtube.com/subscription_center?add_user=filmigaane .
To watch more Superhit Bollywood Old & New Songs click here http://www.youtube.com/filmigaane
Lyrics:
a: aap yahaaN aaye kisliye? k: aapne bulaayaa isliye
a: aaye hain to kaam bhi bataaiye
k: haa.N haaN pahle zaraa aap muskuraaiye
a: muskuraane ki na koi baat hai
k: aji dekhiye to kyaa haseen raat hai
a: oh kaam to bataaiye bataaiye
k: na na na pahle zaraa aap muskuraaiye
a: aap yahaaN aaye kisliye??
k: tere binaa haay a: kyaa?
k: neend nahin aati hai a: achchhaa?
k: yaad teri aakar a: aahaa
k: roz taDpaati hai a: sachmuch?
k: apnaa banaalo a: a?
k: haath zaraa thaam lo a: vaah vaah vaah
k: baar baar dekho na a: kyaa?
k: dil se hi kaam lo a: arrey baabaa kaam to bataaiye
k: kaam seedhaa saadhaa hai a: achchhaa?
k: aji lenaa ek vaadaa hai a: kyaa?
k: aajaa aajaa shaadi kaa iraadaa hai, shaadi kaa iraadaa hai
a: shaadi? aur tumse?
k: haaN haaN! shaadi kaa iraadaa hai
a: shaadi? na baabaa na k: magar kyoN??
a: shaadi to barbaadi hai k: kyaa kahti ho?
a: nahin jaati hai aazaadi hai
k: nahin nahin Monaa! suno to..
a: Taa Taa, bye bye..
k: oh ho aap yahaaN aaye kisliye
aap ne bulaayaa isliye
aaye hain to kaam bhi bataaiye
pahle zaraa aap muskuraaiye
@KareenaBeboAman I agree with you. Karisma has definitely inherited her mother's sharp chin. Sweet n Sexy!
faizet2 5 months ago 3
Kareena Looks Like Her Dad! And Karisma Looks Like Her Mum!
KareenaBeboAman 10 months ago 2