ROZA-E-MUBARAK HAZRAT BIBI FATIMA A.S THE DAUGHTER OF HAZRAT MUHAMMAD P.B.U.H
Uploader Comments (builderbahi)
All Comments (8)
-
agar app ko kisi bhee cheez mea koye mushkil ya tazad ya mind mea kuch uljhan h0 to sahi bukhari shareef or sahi muslim in ki hadeeson se hawalay lee jeye ye 2 kitabain e c hain k jin k hadeeson pe sarey dunia k Aalim mutafik hain thanks
-
hozor muhammad (S.a.w.w) nay farmaya hai ek hadees mea k qayamat se pahlay 70 firkay bunay gay or un mea se sirf ek firka sahi ho ga abb faisla abb khud kar lo k app sahi ho ya ghalat...mea to wo karta hon jo mera dil or demagh manta hai mea khud ko kisi firkey mea shamil nahe karta mea har masjid mea namaz ada karta hon kyon k sir sirf khuda k agay hee jhuk raha hai na jagh bus masjid honi chahye sajda to Allah ko he ho raha hai na.sory agar kisi ki dil azari hoi ho meri baat se
-
jo hazrat imam hassan or imam hussain ki kabron k sath ki jati hai log in kabron ko poojna shuru kar dea tey hain iss hee leye humarey mazhab mea mana farmaya gaya hai kabron ka iss tarah se mazar ki shakal dana warna log to humarey wesey he najaney kin kin shirk o bidaton mea parey howey hain ...sorry agar kisi ko meri baat buri lagee hoto
-
isey sadgee kehtey hain dost or 2nd ye k mea wahan reh kar aya hon na mea wahabi hu na mea kuch or mea ek seedha sadha sa musalman hu kyon k merey nabi ney kisi hadees mea ye nahe farmaya k kon wahabi kon barelvi kon kia or mea wahan saudia arab mea 15 saal raha hon mind nahe karna app log magar app ki soch apney hisab se kuch sahi zaror hai magar har cheez k 2 pahlu hain agar in ki kabar pe mazar bana dia jaye to in ki kabron k sath bhi wahi behurmati kee jaye gee
-
lanat ullah allal qomilzalemeen
saudi hakumat ko sharam aani chahye jin k sadkay aaj woh petrol ki daulat say malamal hain oun ki qabar e mubarek ko istarah chorra howa hay iss say sabit hota hay k wahabion k dill main ahlebait k liye kitni mohabat hay. sham saudi govt sham on you
petriot512 1 year ago
@petriot512 haan wo tu bohat proudy hain itna gharore hai in mai ALLAH MAFFI DAY aur aik baat jub waha dua kay liya haath uthay agay say rook datay hain kahtay hain ALLAH SAY MANGO but hum tu sawab kay liya darood aur soortay partay hain .aur aik cheez hazrat muhammad p.b.u.h un ka ju roza waha itni meti thi na arbi ssaf kartay hain aur aik dafa dakh kay kahtay jao bas na haath nahi laganay datay.bas allah hi un ko samjhay
builderbahi 1 year ago