hujjatul islam sayyeid mohamad al moosvi
Azadai alert (zuljinaah) 01:45
1)Islam ki 5 batoon main sae ek wilayat hai... wilayat sae muraaad wilayat e ahlulbaith hai , wilayat e hakim nahin . hakim kaun hota hai, hakim zalim ho sakta hai. wilayat e ahlulbaith ek aham buniyaad hai.
2) sawaal ... shabeeh e zuljinaah bana na kya jaez hai.... haan jaez hai kyoon ki her cheez jo yaad dilata hai masaeb e ahlulbaith..achcha hai, jo loog kehtae hain yeh achcha nahin hai..unsae ham keh deinge..kuch kehnae kae pehlae ilmi tahqeeq kero phir ulema sae rujoo kero baad main baat kerna. kyoonki her ek insaan ko yeh haq nahin kai ki in masloon pae baat kereae, khyallat ka izahaar kerae ager islam main research nahin hai, professional aalim ko hee haq hai in masloon pae boolne ka. aisae logoon ka fatwa dena ghalat hai.
Link to this comment:
All Comments (0)