shaam se aaj saans bhari hai
beqarari hai, beqarari hai
aap ke baad har ghadi hum ne
aap ke saath hi guzari hai
sehma sehma dara sa rehta hai
janay kiyun ji bhara sa rehta hai
ishq main aur kuch nahin hota
aadmi baawra sa rehta hai
aik pal daikh loon tau uthta hoon
jal gaya sab, zara sa rehat hai
chaand jab aasmaan pe aa jaye
aap ka aasraa sa rehta hai
GHULAM ALI version is Best
4940347 2 months ago
"Ishk main kuch aur nahain hota...Aadmi banwra sa rehta hai...Jane kiyuon jee bhara sa rehta hai...sahma sahma dara sa rehta hai...."
What a deep thought of Gulzar Sahab and such a soothing melodious voice of Jagjit Singh ji...listen to this Ghazal as many times..but still love to listen again and again..
MrAnilsharma1 1 year ago
Very Nice
mohinder1933 1 year ago