Subhan Allah - Malka Tarranum Noor Jehan sang this naat with such an expressive, sweet, melodius voice, in the last ten years of her 65 year singing career. Probably she was preparing to meet her real 'Khaliq', the real God, the Rab-ul-Alameen. No doubt she was the most gifted singer.
PTv par b/w mein is par Play bhi telecast hua tha kay Sultan Noor-ud-Din ko kai din tak Khwab mein ziyarat hoti rahi aur unko 2 bandon kay chehray dikha kar kaha gaya kay ye mujhe takleef day rahay hain. Sultan say trace na hua to us nay sab shehr ki daawat ki .. kaha koi reh gaya? to bataya kay 2 bazurg reh gayay jo ibadatguzar hain kisi say nahi miltay. Sultan unkay haan gaya aur dekhtay hi pehchan liya. unkay ghar sau surang ja rahi thi Rauza tak. qatal kiya aur seesay ki deewar banwadi.
Aik guzarish karon ga main dekhnay walon say kay is 5:00 par aik Qabr dikhai gai hay .. Kindly isay Hazoor s.a.w. ki Qabr Mubarik na samjha jayay cuz tamam scholars is par muttafiq hain kay unki qabar kachi hi rakhi gai thi aur aur phir jab kai sau saal pehlay Badshah Noor-ud-din Zangi kay zamanay mein surang bana kar 2 banday wahan tak almost pahunch gayay thay tabhi say uskay gird gehrai tak Seesa pilai hui deewar bana di gai thi aur uski color pic kya usko dekhna bhi possible nahi hay. Thanx

RJ2121 1 year ago
medem jee Allah aap ko nabi kareem (s a wasalm) sadky main janat day
mksmir2008 2 years ago
Khubsurat Naat aur Madam ki awaz mein ghazab ka therao. Subhan Allah.
ekhussain 2 years ago
Many thnx for this real treat. Please share complete album, if u have it.
Inaam2 3 years ago
PTv par b/w mein is par Play bhi telecast hua tha kay Sultan Noor-ud-Din ko kai din tak Khwab mein ziyarat hoti rahi aur unko 2 bandon kay chehray dikha kar kaha gaya kay ye mujhe takleef day rahay hain. Sultan say trace na hua to us nay sab shehr ki daawat ki .. kaha koi reh gaya? to bataya kay 2 bazurg reh gayay jo ibadatguzar hain kisi say nahi miltay. Sultan unkay haan gaya aur dekhtay hi pehchan liya. unkay ghar sau surang ja rahi thi Rauza tak. qatal kiya aur seesay ki deewar banwadi.
lovehumanity 3 years ago
Aik guzarish karon ga main dekhnay walon say kay is 5:00 par aik Qabr dikhai gai hay .. Kindly isay Hazoor s.a.w. ki Qabr Mubarik na samjha jayay cuz tamam scholars is par muttafiq hain kay unki qabar kachi hi rakhi gai thi aur aur phir jab kai sau saal pehlay Badshah Noor-ud-din Zangi kay zamanay mein surang bana kar 2 banday wahan tak almost pahunch gayay thay tabhi say uskay gird gehrai tak Seesa pilai hui deewar bana di gai thi aur uski color pic kya usko dekhna bhi possible nahi hay. Thanx
lovehumanity 3 years ago
Subhan Allah ..
lovehumanity 3 years ago