JAN AHMAD
PHONE NUMBER
03329945992
E_mail
aloven45@yahoo.com
sab ne chaha k use hum na milen
hum ne chaha k use gham na milen
agar khushi milti hay use hum se juda ho kar
to ye dua hay k use kabi hum na milen
kash ye zindagi haseen hoti
khud k chahne se har dua qabool hoti
kehny ko to sub apny hay
par kash koi esa hota
jise mery dard se takleef hoti
dunia me koi kisi k liye kuch nahi karta
Marne wale k sat har koi nahi marta
arey marne ki to baat door rahi
yahan to zinda hay per b koi yaad nahi karta
baatain kar k rulaa na dena
chup reh k sazaa na dena
na de sako khushi to gham hi sahi yaar
bas e vaada karo k zindagi me hame kabhi bhula na dena
tu har pal kisi k dil k pas hay
kia tuje es bat ka ehsas hay
agar nahi to ek baar us k dil k pas akar dekle
wo dil tere bina kitna udas hay
toote khushbo ko sajana ata hay
Roothe dil ko manana ata hay
ap humare ghum ko dek kar pareshan na hona
hume to dard me b muskorana ata hay
ishq darya hay jis ka saahil nahi hota
har dil mohabat k kabil nahi hota
rota wo b hay jo duba ishq may
or rota wo b hay jise ishq hasi nahi hota
tere siva kisi k talabgar hum nahi
pir b teri nazar may waadar hum nahi
najane kis bat pe khafa ho ap
ye dil ka mamla hay gunahgar hum nahi
parwa kar uski jo teri parwa kare
zindagi may jo kabhi na tanha kare
jaan ban k utar ja uski jaan may
jo jaan se b zyada tujse wafa kare
koi ata hay yaad bohot sone se pehle
jo cheen leta hay anso mere rone se pehle
ab neend b aye to may sona nahi chahta
kisi Qeemat pe b may us ko kona nahi chahta
ho jaye wo kaash mera mujhe kone se pehle
jo ata hay yaad bohot sone se pehle
JAN AHMAD TANHA
Wowww i love it.............:)
Misumbreen 1 month ago
this is great song
shahsouda 5 months ago
thank u a lot:*
marya15091990 10 months ago
np:)):))
marya15091990 10 months ago
@marya15091990 sorry i called u marium its marya
OzemMezo 10 months ago
@marya15091990 hey marium
hes saying weather is lethal killer he actually means lovely and if my vagabond heart would have been lost.
OzemMezo 10 months ago
or mene app se aak bat pcha ni thi
tanhadil4141 11 months ago
bh jn yehn jo video mein boby hai yeh kon hai
tanhadil4141 11 months ago
can somebody translate in english the video or the lyrics thank u:*
marya15091990 11 months ago