7,190
Loading...
Uploader Comments (desilyrics)
see all
All Comments (18)
-
there can not be a better song than this wonderful lyrics and excellent singing matchless
anurag
-
rafi forever
-
Fabulous! kya khoob jadoo bhari nasheeli awaaz hai. no one can else can sing like this!
-
exquisitely haunting....2 thumbs up...6 stars
Rafi Lives On....
Loading...
Janaab, yeh Ghazal maray paas 1972 mein thee aur aaj 21 Feb 2010 mein aap ki mehrbaani say phir sunee hay. Kiya baat hay. Aap ki saari selection dard aur udaasi waaly geet hein. Lagtaa hay keh meri tarhaa aap bhi GHAYAAL hein. Kyoon such khaa hay na mein nay. Mujhay MOHABBAT karnay kay PAAP ka ehsaas hay...! Aap apnay ISHAQ kay GUNAAH ka etraaf kartay hein????? Buzdil na hoon aur maan jaayeey. Woh dil jo toot gayee hoon sirf woh in geetoon kay JAADO ko samajh saktay hein.
Komalrani 2 years ago
wah wah wah, great comment dost. rafi forever
desilyrics 2 years ago
Aap nay "wah""wah" keh kar baat khatam kar dee hay laykin maray sawal ka jawab nahein diya hay. Kiyoon Janaab?? Dartay hein aap Mohabat karnay kay GUNNAH say aur maanty nahein hein. YAAD RAKHEIN jo dartay hein woh AASHIQ nahein ho saktay hein sirf DRAMA BAAZ hotay hein......! Sadaa KHUSH RAHEIN
Komalrani 2 years ago
dost, ham darthe hain tho sirf huda se. mohabhat se darthe nehin, mohabhat ke huda ham hain. kaash aap muje janthe.............. kaash. live long and prosper yaar and may your god be with you always
desilyrics 2 years ago
wao-this ghazal zakhmon ki marham hai
thanks dr-rafi sahab
and thanks4upload
Qais
QAIS65 2 years ago
pleasure dost
desilyrics 2 years ago