12 questions to the entire Wahabbiyat -Part 03
Uploader Comments (TruthFerreter)
All Comments (37)
-
Mere dil aziz, Musalman nahi Momin ho ga... mere bhai aap neutral ho ker soocho or ghour kero, hum yahan khud ko defend kernny nahi aay, Allah nay ab tak jitny ma nabi phejy wo sab k sab Shirk se bajny ki tableegh k liy aay, un nabiun ko jis nay mana wo musalman kahlay, hum bhi Alhamdo lilla musalman hein, lakin MOMIN ki khususiyat hum ma se bohat bohat kam logun ma hein, ye hadees jis k baray aap ferma rayhy hien ye yaweenan MONINEEN k baray ma ho gi..walla o Ala,,
-
subhan allah
-
Raising the hands for Dua al-Qunoot is mentioned in a saheeh report from Umar (may Allah (swt) be pleased with him), as was narrated by al-Bayhaqi in a report which he classed as saheeh (2/210).
more answers soon inshAllah!
-
ano ji saudia main main bhi loog bolty hain lakin wahan ka media is kisam ki cheezon ko bann karr deta hai do u know 2008 december main madeena sharif main kitna bara jaloos tha sunni muslik loogon ne nikala tha kum az kum 20,000- people the lakin kia media main aisi koi khabar aayi,
Dears, Ahadis ka Iil Allah k Nabi k Janay saddiyn baad aya hay jis goa k ek ye ek bohat bara kaam tha lakin is ma Musalmanun k dushmannun bohat faida uthaya hay ...plzz Follow Quarn e Majeed jo Asmani kitaab hay or jis ki HIffazat ka zimma Allah nay liya hay tu koi bhi Hadis chaye wo Sahi BUkhari hi q na ho ager Quaran e majeed ki kisi ek ayat k bhi manafi tu wo hadees bilkul ghalat hay ...Quraan e ma Allah nay SHIRK kerna ko sab se bara Zulm kaha hay..
sallooo1 1 year ago
@sallooo1: meray bhai aap nay likha k Quran mai Shirk kernay ko sub say bara zulm kaha gaya hai, to mujee batao k kaun si hadith aap ne aysi suni jis mein shirk kernay ko acha kaha gaya hoo? Hadith mein to hai k muslamaan shirk say mahfooz rehain ge, yee hadith kis terha say quran ke munafi hoo gai? our phir muhaddithin/mutakalimin jin ki nazar say yee hadith bar bar guzri kisi ko bhi pata nahien chala ke yee Quran ki ayaat say takraati hai?
TruthFerreter 1 year ago
hMmMM i ThiNk iT is not a cOmplete answer.... i ask k wo bhi to ummat mein hay or wo sab to sherk karty hyn to ye hadees hum kisi ko sunnaye ya wo hum sy pochy to hum usko kia or kis tarah satisfy karny wala answer dyngy ....
liershawn 2 years ago
mere bhai ummat e Ijabat mein sub musalmaan daakhil hian our ummat e dawat mein christians, jews,hindus,atheists etc daakhil hian ... our is hadith mein ummat e ijabat kay barey mein farmaya gaya hai k woe shirk nahin kare ge ... na k ummat e dawat k barey mein ...
TruthFerreter 2 years ago
deAr TruthFerreter
yAr 1st of all let me tell u that i m sunni not debandi or any thing else.... mein nay aabhi opar parha k hazarat muhammad sallah u aalahewasallm ny farmaya k meri ummat sy mujy sherk ka dar nahi ryt .... kuch din phely mein ek dost k sath tha us ny bhot aachi baat ki k ummat k matlab kiya hay jo bhi hazor k paida hony k baad dunaya mein aaya wo ummat-e-muhammadi mein hogaya ... ab sawal ye hota hay k hindu, chirstians, jew they all are also in ummat-e-muhammadi ............
liershawn 2 years ago
The ummat of Nabi (sallallahu alayhi wasallam) is divided in to two categories: Ummat e Ijabat & Ummat e dawat. All muslims are included in ummat e ijabat and all non muslims are included in ummat e dawat .... i hope this answers ur question ...
TruthFerreter 2 years ago