Zaid Hamid: BrassTacks -Iqbal The Mysterious Episode 1 Part1
Top Comments
All Comments (13)
-
MashaAllah, gooooooooood
-
khudi hai zinda tu mout hai ek muqam e hayat
kay eshq mout say karta imtehan e sabat
khudi hai zinda tu darya hai be-karana tera
teray firaq may muztur hai mouj e neel o farat
khudi hai murda tu manind kah e pesh e naseem
khudi hai zinda tu sultan jumla moujoodat
-
Allah rabbul alam nahi
bulkay rabbul alameen hai kayi zamano makan ka rab hai jisay aaj ki physics multiple dimensional world say tabeer karti hai
Allah khud ko rabbul alameen aur maliki youmiddeen kah kar apna theek pata bataya
iss patay may waqt wo zamani bud( dimension ) hai
ham multiple dimensional world may rahtay haien laikin ham ko three dimensions say ziyada dimensions nazar nahi atay
jo nafs e isnani guzargah haien
mout unmay say inteqal karjana hai
-
nafs ko khudi say tabeer kiya aur uss kay markaz qalb ko sha-oor ka rowshan nuqta kaha jo sarasar quran e hakeem ka pesh karda falsaf e nafs hai jis ko urooj bakhashnay kay liye Allah nay sath muhkam asman (makan )banaiy aur andaza thairaya kay wo darja badarja un asmanoun(makanoun ) say guzrayga
kayi zaman o makan uss ki guzar gah haien
aur nabi sallellahu alaihi wa sallam ki meraj ka maqsad nafsi urooj ko dunya kay samnay pesh karna tha
aur batana tha kay Allah rabbul alameen hai
-
ijki jaaat kaaa!!!!!! we indians are super phattu........ hahah <= moronic hindus talking
-
jawan koo sozee jigar baksh de...mera ishq meri nazar bakash hai!! allah iqbal kee gunah maaf karee aur unko janat naseeb karee!! PAKISTAN ZINDABAD!!
-
Allama IQBAL is just amazing
-
Everyone can not understand the true message or hidden message, I must say, in Iqbal's works. It is very good to see that BrassTacks is promoting it....
Pher be keh tay ho keh hum wafadar nahi
Hum wafadar nhee tou be tou dil dar nahi
koolDeception 3 years ago 3
Whaaaat? Can someone thinks like this? It was not Iqba, It was sick Hindus and Sikhs who killed muslims. The idea was right, is right, and will be right till the end.
iftikharalam 3 years ago 3