Track: Silsilay - OST The Early Days
Artist: Somair Rizvi & Tahir Ali Shah
Lyrics:
Silsilay yaadon k tootay nahee
silsilay yaadon k tootay nahee
baatain wohe raatein wohe
baatain wohe raatein wohe
mann mein kayi khwahishein hain
rah mein nayi manzilain hain
jaanay lay jayeinge ye kahaan
aankhon mein sapnay hain
dil may hain armaan
chahiye ye zameen
mujhay hay choona aasman
Sach ho rahay hain sapne
ghair ban rahay hain apne
milay mujh ko wo sahaare
sang jitnay pal guzaare
sadiyon ki khushiyaan de gaye
kyon nahee ruktay hain pal ye
kyon badla badla ye samaa
khoya hay paakar sabhi
wo jo thay apnay kabhi
ho ga koi to hal ray , lota do wo sabhi
Silsilay yaadon ke tootay nahin
paalee hay manzil, sapnay sabhi
par jaana door hai, ye dil majboor hai
hain yahan imtihaan aur bhi...
saqib bangsh i missssssss u yaaar.............green viw hstl ma ye song bohet suna ..bohet zyada.....apny MBA k dinoo ma ............wo din bohet yaaaad aty hy......sach maaaa............kash wo din looooout aye
Thearslannaseer 1 month ago
gr8 sng
Thearslannaseer 1 month ago
Every single time when I hear,it reminds me my university life.. I wish I could rewind that all.
janii8556 1 month ago
have so many memories wd thx song..finally i found it=)
samya62 1 month ago
bhai ye band kidhar gaya?? :O
uza1r 4 months ago
superb
Sanaullahirfan 7 months ago