Hai Pyar toh musafir song by Shubha Mudgal fro the album Ab Ke Sawan with lyrics.
kab aaye, kab jaaye
Kahan tehre, kya kaaye
Hai Pray Toh Musafir, Marzi Se Aaye Jaaye...
Naaraz hota hai, ukhta jaata hai
Koun jaane kiski, baaton mein aata hai
Bas uthta hai, chala jaata hai
Kitna koi roke, kitna samhjaaye
Hai Pray Toh Musafir, Marzi Se Aaye Jaaye...
Kabhi umr bhar, intezaar karwaaye
Kabhi darwaze par, kara muskuraaye
Gali gali, sheher sheher, tehelta rehta hai
Na kuch sunta hai, na kuch kehta hai
Phir bhi beete hai sab, aas tagaaye
Kya pata kab iski, raah mein aajaye
Hai Pray Toh Musafir, Marzi Se Aaye Jaaye...
Na rupiyan, na paisa, jo koi kamaaye
Na sharbat, na paani, jo koi bahaaye
Na dhuub, na patti, jo koi jalaaye
Na rekha, na kundali, jo koi barhaaye
Na mandir, na masjid, jo koi banaaye
Man se hi nikle, aur man mein hi samaaye
Hai Pray Toh Musafir, Marzi Se Aaye Jaaye...
Hai Pray Toh Musafir, Marzi Se Aaye Jaaye...
Hai Pray Toh Musafir, Marzi Se Aaye Jaaye...
thanx for the upload...i was tires searching for this song...!!!
snarsule 8 months ago