Main gareebon ka dil hoon (.heartthrob of the poor),...a nice cute song sung by Legendary Singer Hemant da (hemant Kumar),
Movie : Aab e hayaat (1955 ) viz water of paradise
Lyrics : Hasrat Jaipuri,
Music : Sardar Mallik ..father of anu mallik
Cast : Premnath(playing the role of Robinhood), Amita, Shashikala
It is a nice cute song sung by Hemant Kumar.The movie is called aab e hayaat viz water of paradise, whatever that may mean.
Lyrics :-
ha ha ha ha ha ha ha
ha ha ha ha ha ha ha
aaaa
Main gareebon ka dil hoon
watan ki jabaan
Main gareebon ka dil hoon
watan ki jabaan
bekason ke liye pyaar ka aasmaan
bekason ke liye pyaar ka aasmaan
Main gareebon ka dil hoon
watan ki jabaan
ha haaa haa aaa ha aa aa aa aa aa aa
main jo gaata chaloon
saath mahfil chale
saath mahfil chale
saath mahfil chale
main jo badhta chaloon
saath manzil chale
saath manzil chale
saath manzil chale
mujhe raahe dikhaatin chalen bijliyan
mujhe raahe dikhaatin chalen bijliyan
Main gareebon ka dil hoon
watan ki jabaan
Main gareebon ka dil hoon
watan ki jabaan
husn bhi dekhkar mujhko hairaan hai
dekho hairaan hai
dekho hairaan hai
ishq ko mujhse milne ka armaan hai
dekho armaan hai
dekho armaan hai
apni duniya ka hoon main haseen naujawaan
apni duniya ka hoon main haseen naujawaan
Main gareebon ka dil hoon
watan ki jabaan
Main gareebon ka dil hoon
watan ki jabaan
carawan zindgani ka rukta nahin haan ji rukta nahi
haan ji rukta nahi
badshahon ke aage main jhukta nahin
haan ji jhukta nahin
main to jhukta nahin
chand taaron se aage mera aashiyaan
chand taaron se aage mera aashiyaan
Main gareebon ka dil hoon
watan ki jabaan
Main gareebon ka dil hoon
watan ki jabaan
tu gareebon ka dil hai
watan ki jabaan
tu gareebon ka dil hai
watan ki jabaan
bekason ke liye pyaar ka aasmaan
bekason ke liye pyaar ka aasmaan
tu gareebon ka dil hai
watan ki jabaan
tu gareebon ka dil hai
watan ki jabaan
haa ha ha ha
Thanks a lot .
kingofgoodtimes014 1 year ago
Wonderful song. A great favourite of mine since those days. not only Hemant sang wonderfully, sardar composed a great song and particularly likeable is the chorus.
umraochalsani 1 year ago
i like this song very much bcoz of premnath.
sayanshsonu 2 years ago