Aik baat poochna chaahoonga...yeh videos aap ko kis ney muhayya kiye ??
Jahan tak mera khayaal hai yeh Pakistan Television(PTV) ki recordings hain aur PTV waaley itni aasaani sey puraani recordings public nahi kartey. Aur aap ghaaliban Hindustaan mein muqeem hain to wahan rehtey huey inn videos tak kaisey rasaai ho jaati hai?
Mirza Jamaal sahab bahut bahut shukriya aap ka.
Kaise kaise jawaahir upload kiye hain aap ney ..
Aik baat poochna chaahoonga...yeh videos aap ko kis ney muhayya kiye ??
Jahan tak mera khayaal hai yeh Pakistan Television(PTV) ki recordings hain aur PTV waaley itni aasaani sey puraani recordings public nahi kartey. Aur aap ghaaliban Hindustaan mein muqeem hain to wahan rehtey huey inn videos tak kaisey rasaai ho jaati hai?
Khudaara iss raaz sey parda zuroor uthaaiyey ga:)
Dua go,
Jauhar Abbas
abbash395 1 year ago
mola app ko jazai khair dei... jawar-e-masoomeen mein jagah inayat karay
110Hasnain 2 years ago