Karisma Kapoor Akshay Kumar
Jaanwar afghan afghanistan pathan pashton pakhtun pokhto tajik dari nice hindi song hindustan hindi bollywood indian ningerhar khyber peshwar pekhwar sawat kabul kandahar
--FEMALE--
Duniya ki tarah, rasmon ki tarah
Vaadon ki tarah, kasmon ki tarah
Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge - 2
---MALE--
Duniya badalti hai, mausam badalte hai
Lekin mere dil ko badal nahin paaoge
--FEMALE--
Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge - 2
Aasmaanon ke aage tumne vaada kiya hai
Dil ke badle mein maine pyaar tumko diya hai
---MALE--
Dharti ki, ambar ki kasam
Mujhko hai tere sar ki kasam
Nazrein badalti hain, sapne badalte hain
Lekin meri dhadkan ko tum dhadkaaoge
--FEMALE--
Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge - 2
Meri pehli tamanna, aakhri pyaar ho tum
Rooh mein bas gaye ho, mere dildaar ho tum
---MALE--
Aise hi tumhe chaahoonga main
Tumhe dulhan bhi banaaoonga main
Sehre badalte hain, khushboo badalti hai
Pal pal meri saanson ko tum mahekaaoge
--FEMALE--
Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge - 2
Tumne dhoka diya to kuch bhi kar jaaoongi main
Tum judaa jo hue to dekho mar jaaoongi main
---MALE--
Meri manzil teri raahon mein hai
Meri jannat teri baahon mein hai
Raahi badalte hain, raste badalte hain
Main daudke aaoonga jo mujhko bhoolaaoge
--FEMALE--
Mausam ki tarah tum bhi badal to na jaaoge - 2
Badal to na jaaoge - 3
@muni2893 and in that song he was wid karishma's sis kareena kapoor :p
chshahid2k 3 days ago
this is my favorite song
gyanendrabhusal 7 months ago
this Q is for u .. pls ans after watch ths song
asmajasmeeen 1 year ago
what a song wow its relesed my tenss
theleader63 1 year ago
This song brings a very very very good time memories 11wow I was young in school class 11
MyKabuli 1 year ago
its funny, he was also in the song "yaar badal na jaana mausam ki tarha" lol
muni2893 1 year ago
so romantic...<3<3
sidma4ever 1 year ago
awesome song... love it akshay u r king
neerajcorps 1 year ago
mausam ke tarah ..the most logical way of singing ,,asmanu ke age tum ne wada kia hai.....lovely song ....
noorzaiabumohd 1 year ago