Thoda Dhyan Laga
Top Comments
All Comments (10)
-
Super Duper Like !! Sadho !!
-
hari om ji
Is bhajan mein kitni sachaiye hai.kami ha to hamari taraf se ,gurudev ki taraf se kabhi koi kami nahi hoti.
-
hari om g,.... bohot hi suder bhajan hai, is bhajan ke ek ek shabd antar aatma ko jaga dete hai...aur ek alag hi shanti milti hai.................sadhho sadhho..........
-
hari om g,.... bohot hi suder bhajan hai, is bhajan ke ek ek shabd antar aatma ko jaga dete hai...aur ek alag hi shanti milti hai.................sadhho sadhho..........
-
Kitni sunder rachnaa hai!!!
Thanks for posting,Hari om.
-
Hain ram ramayya woh, hain krishna kanhaiya woh, wahi mera eesh hain
Sat karm rahon pe chalna sikate woh, wahi jag dish hain
Prem se pukaar
prem se pukaar tere paap ko jalayenge, prem se pukar
prem se pukaar tere paap ko jalayenge, tujhe gale se lagayenge
Kirpa ki chaya main, baithayenge tujko kaha tum jaa woh hain
Unki daya drishti jab jab padegi tum, yeh bhav tar jaaoge
-
hariom
Hariom, itna khubsoorat bhajan, jisko sunne matra se hi tann, mann pavitra hone lagta hai....Anand hi anand ubhar aata hai. Om om om..
Sadhuwad hai bhai ko. Hariom.
solamuni 1 year ago 3
bahut sadhuvaad for making the wonderful video
Jai Ho Jai Ho ...Sadguru Bhagwan ki Jai Ho
SantAmritvani 1 year ago 3