Kyun yaar Saudia mein DSL ki facility nahi hai kya. Aisa karo ke agar tum high quality mein kar sakte ho to thori duration ke, 5 to 10 minutes ke hi kuch clips upload kar do
Main idhar hi hoon yaar, aur jahan tak us program ka sawal hai... yaar ab ek banda 2.7 gb ke program ko 256kbps connection ke sath kia khaak upload kare ga... lekin phir bhi agar tum kaho, thori quality reduce kar ke kar sakta hoon, phir koi special parts jo bahot ziada pasand ayen 10-15 mins ke woh bolna woh phir se HQ mein kar doon ga upload. Kia khayal hai?
bhjai yeh vdo samjah nahi arahi
sohana2000 1 year ago
kaki :o zoheb bhai aap kaaki kab se hogaye :p
sohana2000 1 year ago
Kyun yaar Saudia mein DSL ki facility nahi hai kya. Aisa karo ke agar tum high quality mein kar sakte ho to thori duration ke, 5 to 10 minutes ke hi kuch clips upload kar do
ThePakistanipoprocks 2 years ago
Main idhar hi hoon yaar, aur jahan tak us program ka sawal hai... yaar ab ek banda 2.7 gb ke program ko 256kbps connection ke sath kia khaak upload kare ga... lekin phir bhi agar tum kaho, thori quality reduce kar ke kar sakta hoon, phir koi special parts jo bahot ziada pasand ayen 10-15 mins ke woh bolna woh phir se HQ mein kar doon ga upload. Kia khayal hai?
nobudieh 2 years ago
kaki kam ha ya clip lakin thank to u for upload per thora zaida kia karien.
shabnoorrock 2 years ago
han yar we must be thankful to him ke yeh itna bhi upload kar dete hain. Aur sunao yar, long time kidhar thay aap ne proagram upload karna tha.
ThePakistanipoprocks 2 years ago
Aise mat bolo yaar warna kia pata yeh itna sa bhi upload karna band kar den...
nobudieh 2 years ago
absolutely right very microscopic tiny duration
toonpk 2 years ago
Yaar kamazkam 1 ya 2 minute ka clip hi upload kar diya karo 12 ya 13 second mein kya banta hai
ThePakistanipoprocks 2 years ago