Mein mast hoon
Mein mast hoon
Mera ishq mera khuda hai
duniya te ek mithi saza hai
te to doorie ik gunah e
teri qurbat vich jaza e
jule laal kalandar
mein mast...
laj pal qalandar
mein mast...
mera peer sacha
na mein jhutha
tere naal yaari layi
mann agya mein
teri khudayi
jule laal kalandar
laj pal qalandar
mein mast...
mein mast...
tere naal hi jeena
tere naal hi marna
mein mast...
mein mast...
teri chahat jind nikhari
chad ditti hai duniya saari
teri malangni aaiwaeen nache
ker de duniya jal thal sari
jule laal kalandar
laj pal qalandar
mein mast...
mein mast...
mein mast hoon..mein mast hoon
mein mast hoon..mein mast hoon
mein mast hoon..mein mast hoon
PAYAL
payal ka shor machake..
aaaaa..
nindiya se tu jagake...
tu kahin jaaye na...
tu kahin jayee na....
kaanch ke the sarae waade.
rishte ya kache the dhage
dil ke taaron ko cher ker..
tum kahan chal diye..
tum kahan chal diye..
tum kahan chal diye..
sirhane mere yu ake
baahon mein mujhko litake
khwab suhane dikhake
tum kahan chal diye..
tum kahan chal diye..
tum kahan chal diye..
ab is pal mein jeena
tum bin mushkil hai
mausam yeh phir ab aaye na
jismein tum the...
jismein hum they..
tum kahan chal diye..
tum kahan chal diye..
tum kahan chal diye..
chal diye..
chal diye..
PIYA
Din wohi..ratein wohi per mein woh na raha
tanha in shamon mein koi bhi apna na tha
chanda aur taare bhi bole ki yeh kya hua?
haan mein wohi tum wohi sama yeh woh na raha
more piya..tu na samjha...
mein is duniya..ka na tha...
khoya dil khoyi yeh zaat mein dhundho mein kya?
auron se shikwa per apnon ne bhi kya kiya?
nahin is duniya mein koi jo apna laga..
zamane ki dhoop ne hi mujhko ruswa kiya
more piya...tu na samjha...
mein is duniya...ka na tha...
rishte sabhi..
ban jate hain...
tootne ke liye ik mann tha..
moreeeee
more piya.....
kaise..kaise jiya..
rishte sabhi..
ban jate hain...
tootne ke liye ik mann tha..
moreeeee
more piya.....
kaise..kaise jiya...
KYA SE KYA BANA DIYA
Kya se kya bana diya
insaan se haiwan
farishta tha mein
shaitaan bana diya..
thi ik khwahish meri bhi to
ghum sare le lo khushi ab mujhey do
teri kabhi maine na mani
in nematon ki kadar na jani
mana ke chalne wale bohot the
phir kyun insaan bana diya
pursukun thi yeh kaenaat
kyun yeh jahan bana diya
har baar socha ki ker jaoonga
socha nahin tha ki mar jaonga
aakhir saans tak ladta raha mein
jane yeh kya kerta raha mein
ab jab kuch bhi nahin raha hai
mujhko kyun iska ghum hua hai
izzat yeh shohrat yeh paisa mera
sab kuch is duniya mein to raha hai
kya se kya bana diya
insaan se haiwan
farishta tha mein
shaitaan bana diya
farhan iz awesome gohr gud job
asifzaheer1 5 months ago
muje song bht pasand ha lakin janab ney musik quality aur sound quality achi nae rakhi. plz upload in HD p1080. thnxc
sherazlove 7 months ago
fine
3faizee 8 months ago
i like only farhan and his styles
TheBushra95 9 months ago
main must noon beautifullllll song and beautiful voice and vocalist too
TheBushra95 9 months ago
i like it .... main mast hoon in this audio video composetion
jhonwasim 1 year ago
ooooooooo this video gonna b rock.hitttttttttttttttt hai boss
shery716 1 year ago
can someone translete this"Moray piya tu na samjha, main iss duniya ka na tha.. nice ".what is it's means
hacilili 1 year ago
nice video... But why the hell would she just start dancing man??? lolzz... :-o :-)
biswadeeprath 2 years ago
and Goher's one leg is folded up while the others down...you know I like the stlyle..very typical and ordinary. =)
Konohaleaf123 2 years ago