Alert icon
We're changing our privacy policy. This stuff matters.  Learn more  Dismiss

Narendra Chanchal - मुझे बेटा कह कर पुकारो माँ

Loading...

Sign in or sign up now!
77,985
Loading...
Alert icon
Sign in or sign up now!
Alert icon

Uploaded by on Aug 21, 2008

Beautiful bhajan by Narendra Chanchal..
मुझे बेटा कह कर पुकारो माँ

Category:

Music

Tags:

License:

Standard YouTube License

  • likes, 0 dislikes

Link to this comment:

Share to:

Top Comments

  • Bholi Maa, Narendra Ki baat suno aur mere bare mein bhi kuch socho. Rooz Chillata hoon Maa, Maa, Maa aur ek tum ho ki koi jwab nahi deti.

    Love you Maa, love me Maa. O Maa, O Meri Pyari Maa, Mujhe Beta keh Kar Pukaro Maa, Pleeeeeesh.

    Bheint is classical class of it's own. Jai Mata Di for posting VEER.

    *Jai Mata Di*

  • Jai Sherawali Maa

see all

All Comments (25)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • Maa ki har baat nirali hai

    Jai Mata Di

    Thanks for uploading

  • मुझे लगता है कि यीशु ने फिल्म ज़ोंबी भूमि में एक राजनीतिक Jedi नाइट होना चाहिए था.

  • jai mata de ...

  • jai mata di

    

  • ma sherawali sare jagat ki ma hai. ek bar uski sharan me sache dil se jao woh sari muskil dur kar deti hai. maa aur bete ka janamo janamo

    ka rishta hai. ma ke bina har insan adhura hai. uske aashirwad ke bina sab bekar hai. sara time

    jai mata di japte raho. woh tume aashirwad dete hue nazar aayegi. bas unke charan ko pakad lena.

    jai mata di

  • jai mata di, maa meri mai meri jagdambe tu sab par kripa karne wali hai , hey mai meri mata toone har dukhiyo ka sahara diya hai mate mai to meri bhi sun le mai mere bhi apni kripa kar maa aur sabhi ko khushhaal rakhna maa jai mata di,

  • shero wali maa teri sada hi jai, teri lila aprampar hai, mujh per aur mere parivar per jab se tera ashirwad aaya hai , hamare sare kast to jaise chumanter ho gaye, sach me agar sacha sukh kahi hai to tere darbar me hai, muthe hamesha apne derbar me bulaya karo isi tarah, muth per ye pripa hamesha kerna maa, jai mata di, Anoop Poptani

  • shero wali mata teri sada hi jai , mai ab teri mahima samath gaya hu , aur her ghetke ko yahi kehta hu ki sachcha sukh mata ke charno me hai , agar sukh chahiye to mata ke derbar me milega , muthe aur mere pariwar per apka achirwad jab se aaya hai , hamare sare kast to chumanter ho gaye, JAI MATA DI, ANOOP POPTANI

  • mujhe beta keh ke pukaro mai maa ab kya ho gya aap ko jab mai india mai tha to aap har hafte mujhe apne darbar pe bulate the ab kya ho gya ab nahi bula sakte mujhe apna darshan dene ke liye maa mujhe apne paas bula lo mai darshan karna chahta hun aap ke jai mata di naina devi maa aap ki sda hi jai ho jai ho durga maa

Loading...

0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more