thali bhar ke layi re khichdo
Uploader Comments (ashu7885)
Top Comments
-
So nice Marwari song, please add more Marwadi Bhajans
All Comments (35)
-
Jai Shyam Baba
-
@ashu7885 ye youtube h .
-
BAAPU MAARO GAON GAYO SO,JAANE KAB AAVEGO,WA K BHAROSE REHE GAYO TO,BHOOKO HE REH JAAVEGO...
-
superb bhajan baba khatu shyam
-
my fvrt song i like it
-
Same song is also sung by a lady & that is more clear & sweet voice.
If Anybody has that then plz upload!
Thanks for this too.
-
bhakti ho to karma jaisi by god radha ji ab to sbko apna bana lo ye bhajan sunke me to kho hi gayi i like radhe shyam me to khti hu sab apne aap ko unke hawale kar do aise bhajan suno radha shyam ke aur kho jao sbke kaam wo khud kar denge aur tension bhi le lenge saache friend bhi wahi ho skte hai jai shree radhe shyam add more maarwari bhajan
-
maara to dil khush ho gaya radhe shyam i believe jo bhi sunega is bhajan ko wo to radha krishan ji me hi kho jayega me to sach me kho bhayia jai shree radhe shyam bas shayam ji ab to sbko bana lo apna
hello.... i want khatu shaymji bhajans in mp3.... how can i get it......
ravidhanuka123 1 year ago
@ravidhanuka123: you can download it thru youtubedownloader and then same can be converted into mp3
ashu7885 1 year ago
wah wah... bado ho chokho bhajan ha.. manna to pato hi konni tho ki orkut par manna marwari bhajan bhi mil jawaga..
dhanyawaad
bobbyfaith 2 years ago 5
kyu ji marwari kya kisi se kam hai.
yaad rakhna "Jaha na Pahunche Bail gaadi (Bull cart) waha pahunche marwari"
Ye to fir bhi orkut hai
ashu7885 2 years ago 2