Movie: Aanchal आंचल (1960)
Music: Chitalkar Ramchandra
Lyrics: Kavi Pradeep ..a legendary poet
Singers: Asha Bhonsle, Mahendra Kapoor
Cast: Ashok Kumar, Baby Nanda, Sudesh Kumar, Nirupa Roy
Year: 1960
Lyrics :-
गा रही है ज़िन्दगी हर तरफ बहार में किस लिए ,
चार चाँद लग गए है तेरे मेरे प्यार में इस लिए..
gaa rahi hai zindagi har taraf bahar mein kis liye ,
char chand lag gaye hai tere mere pyar mein is liye..
aa gya aanchal kisi ka aaj mere hath mein,
jaise koi aaj apne chandrama ke sath mein .
chal padi do kastiya aaj ak dhar mein kis liye .
char chand lag gaye hai tere mere pyar mein is liye..
gaa rahi hai zindagi har taraf bahar mein kis liye ,
char chand lag gaye hai tere mere pyar mein is liye..
chhu rahi tan man ko mere prit ki purvaiyan
dubti angadaiyon mein gunjti shehnaiyan..
chauguna nikhar hai aaj to singar mein kis liye
char chand lag gaye hai tere mere pyar mein is liye..
gaa rahi hai zindagi har taraf bahar mein kis liye ,
char chand lag gaye hai tere mere pyar mein is liye..
zingagi bhar ke liye ak bah meri tham le
jab talak ye sans hai har sans tera naam le ..
ak nai duniyan khadi apne intzar mein kis liye ..
char chand lag gaye hai tere mere pyar mein is liye..
gaa rahi hai zindagi har taraf bahar mein kis liye
char chand lag gaye hai tere mere pyar mein is liye.. ..
Lovely number, absolutely enthralling!! Missing such songs now a days....Thanks for posting such old melodies.
bharati1956 4 months ago
exquisite composition. Asha ji is her brilliant self
shahidaly1 7 months ago
Sir, can you upload video of song by Sudhir Fadake from same film "Anchal"
Tu Harek Musibat ka Samana kar re....."
Thanks
Bapu
MrBapu1951 1 year ago
no words 2 praise. what a btiful composition n credit goes 2 c ramchandra 4 giving us so melodious gem. hats off 2 asha bhonsle n mahinder kapoor 4 their best singing, another feather in their cap. my favourite number frm my childhood.
jagjitisher 2 years ago
film is aanchal
mazharmahmudkhan 2 years ago