Biddati Kon Deobandi ya Barelwi ?? Milad, Salam, Qayam ka Deobandi saboot
Uploader Comments (yamohmmadah)
Top Comments
-
Kia ye apnay Madrassay ka koi islami naam nahin rakh saktay thay?,,,,kiun nahin
Allah kay Nabi(alahisslam) ki ghustakhion kay sabab Allah ki maar nay sahi rasta dekhya hi nahin jo kuch soch samajh saktay jahan jatay hain Musalmanu kay "Nara e Risalat" kay mukablay main deo(sheitan) deo(sheitan) kay naray lagatay hain
Khuda jab "Akal" leta hay Hamakat aa hi jati hay,,,,LOL
-
Allah kay Nabi(Alahisslam) nay Najad say Shaitani Groh kay nikalnay ki khabar di or waheen nay Wahabiat kay fitna nikla,,
Deo sheitan ki nasal ka aik jin hay or band kay aik matalab Groh hay,,,to Deoband kay Matlab hua Sheitani Groh,,,Bikul Hadees kay Aain Mutabik
kia aaj tak kisi nay Islami madrassay ka naam sheitan kay naam par rakha?
jo bhi islami madrassa dekho koi na koi Islami naam say milay ga lakin dunia main aik hi madrassa sheitan(Deo) kay naam par hay, Allah ki Panah
All Comments (48)
-
Allama sb zinda bad.ahl e sunnat zinda bad.
-
kya baat hay allama sahab ki. main sunni deobandi hoon aur meray relatives kay haan milad shareef hota hay.
-
joloos nahi nekalte ta sha abdul azezez nabi ya sahabi nahe ke enko dalel mane 2 uoorato ko joloos me nahi nikala dool baje nahi bjate te
-
@5520vicky aapko khud talash karna hoga ki baap dada ki kon si baat Quran or Sunnat ke muafiq hai ir kon si nahin..ankein band karky wahabi deobandi mullaon ke fatwon par amal karty huey apny baap dadaon ko biddati kafir mushrik kehna aap logo ko hi mubarak ho..Allah hidayat de
-
@5520vicky maanu kya or kya nahin aap kuch irshad farmayein to hum kuch jawab bhi dein aap to bina boly hi ilzaam tarashi na karein...rahi baat ke kuffar mshrekeen bhi apny baap dada ka naam lekar kehty thy to iska jawab bhi quran Sure Baqra ki ayat no. 133 me mojud hai yaqoob alhesalam ki mout par unky beton ne kaha hum aapky or apky abao ajdaad ke deen ki perwi karengy..to misallein to dono mojood hain...
BESHAK DONO BIDATI HAIN KYUKEH DONO APNAY IMAMON,PEERON,ULMA AUR ABA O AJDAD KI ANDHI TAQLEED YA BLIND-FOLLOWING KARTAY HAIN.UNKI BATON AUR FATAWA YA FIQAH KO SAHIH HADITH PAR TARJIH DAITAY HAIN.YEH GHAIR NABI KIANDHI TAQLEED SAB SA BARRI BIDAT AUR GUMRAHI HA.MAIN KHUD PEHLAY BRAILVI THA,UNKA WAZIAH SHIRK & QABAR-PARASTI DEKH KAR DEOBANDI HOA.PHER UNKI ANDHI TAQLEED DEKH KAR AHLE HADITH HO GIA.MASHA ALLAH YAHI MASLAK E HAQ HA AUR NAJI JAMAT HA.AJ KITNAY ULMA AHLE HADITH HO RAHAY HAIN,YAHI HAQ HA
youpak1 9 months ago
@youpak1 ye wo jamat hai jismy koi akabir na koi owliya nahin paida huey..ye wo jamat hai iiska aqeedah hai ki Nabiyon ne shirk kiya..ye wo jamat hai jiska aqeedah hai ki sahabaon ne shirk kiya...tabaeen or akasriyat e ummat e mohammdiya mushrik hai.tum ahle hadees nahin ahle hawa ho.tumhara asl mazhab Wahabi hai...tum Huzur Aleh salam ki hadeeso ke munkir ho jismy nabi kareem ne apni ummat par mushrik na hony ki bsharat Allah ki Qasam utha ke di par tumhy to nabi ki qasam se kya gharz?doob maro
yamohmmadah 9 months ago
@yamohmmadah..Bhai sahib, Imam Bokhari,Imam Muslim,Imam Ahmad bin Hambal,Imam Malik,Sheikh Abdul Qadir Jillani...yeh sab kon thay Hanfi ? Brailvi ya Deobandi ?kuch Allah ka khauf kar jain Yeh aqaid Ahle Hadith ka nahin.Shirk karnay wala koi nah Nabi ho sakta ha nah Sahabi.Yeh apko kis na bataya ha.Han aj kay woh kalmago mushrik zaroor han jo Qabron,peeron ki pooja kar rahay hain.Main khud Brailvi qabar parast tha Allah na ab is Gunah e azeem sa bacha lia ha.Andhi taqleed sab sa barri Bidat ha.!
youpak1 9 months ago
@youpak1 imam bukhari muqallid (shafai mazhab), imam muslim muqallid imam ahmad bin hambal or imam malik mujtahid fil mazhab, shaikh abdul qaidr jilani bhi muqallid (hambali) thy ap logon ki tarah gustakh wabai na thy...kya mat mari gayi jo in imamo ko apni tarah wahabi ghair muqallid qaraar de mara? or rahi baat ahle hadith ka kya aqeedah hai nabi wali or sahabi ke bary mein inshaAllah youtube ki videos ke zariya apki ankhein roshan kar di jayengi...apna mail box kal chk karna..ALLAH Hidayat de
yamohmmadah 9 months ago