Alert icon
We're changing our privacy policy. This stuff matters.  Learn more  Dismiss

Namaz, Qabar ka azab, Aur inshan. Hissa - 1

Loading...

Sign in or sign up now!
Alert icon
Upgrade to the latest Flash Player for improved playback performance. Upgrade now or more info.
3,504
Loading...
Alert icon
Sign in or sign up now!
Alert icon

Uploaded by on Nov 28, 2011

Allah se hame darna chahiye aur kuch ayesa to kaam nahi karna chahiye ki hamara dil usse karne ko gawara na kare kam se kam ham musalman log movie wagaira mai kaam karne se mana to kar shakte hai

par aaj ke dawr mai inshan halal aur haram mai koi far nahi karta kyon bhul jata hai ki ham jindagi bhar yaha nahi rahege ,,,hame bhi wapas wahi jana hai jaha se aya hai...aaj ka musalman chawk chawrahe mai khada ho jata hai aur...apni nigaho se gair awrato ko dekhta hai,,

ye video dekh to lagta hai na ki ham kya karna chahiye aur kya nahi karna chahiye,,kam se kam kuch kaamo se ham mana kar shakte hai,,mere bhaio gawr farmao,,ki jo chinz se allah ne mana farmaya hai ham usse kar ke kyon apni jaan ko afat mai dal rahe hai,,,

jo chiz haram hai wo haram hi hai aagar ham usse karege to beshak gunaha gar hoge,,aur kya chahate ho ki qayamat ke din jab hamare hath mai amal pakdaye jaye to...nekiya kam ho...

mere bhaio ayesa kaam karo jo islam mai sahi hai,,,aur halal hai kyonki ham halal kam karege to hamare bachchhy bhi wahi kam karege aur wahi kaam ka payesa khayege...agarharam ka payesa khayege ...to wo kaise niklege jara sochhho.

Aap rasul allah sallallah tala alaye wa sallam ne farmaye ki meri ummat mai jab log sas bajayege to, aur awrate gayegi to allah ta-ala unhe jamin mai dhasa dege aur unmai se baz ko banda aur suwar bana dega..

So plz jidan ho shake in kamo se bachhe raho aur allah ki ibadad mai kho jao jo ki haq hai,,kyon ki unke shiwa koi hamari jarorato ko puri nahi kar shakta..

wahi hai jo hamari har jarorato ko puri karta hai aur hame..khilata pilata hai..

jara sochho ki ham kitna khushkismat hai ki allah ne ham musalman bana kar, aur is ummat mai payda farmaya ..to kya hamus makik ki baato ko na mane jo haq hai ,,

mere bhaio aur beheno ..plz gunaho se bachho jitna ho shake unta,,allah bahut meherban hai bahut rahem dil hai.

Author By - Digitalhadith.com Iqbal Siddiqui, Durg india.

website - www.digitalhadith.com

  • likes, 0 dislikes

Link to this comment:

Share to:
see all

All Comments (0)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
Loading...

Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more