Qayamat Qayamat [Full Song] (HD) With Lyrics - Deewane

Loading...

Sign in or sign up now!
Alert icon
Upgrade to the latest Flash Player for improved playback performance. Upgrade now or more info.
53,323
Loading...
Alert icon
Sign in or sign up now!
Alert icon

Uploaded by on Aug 9, 2011

Song: Qayamat Qayamat (Full Song)
Singers: Sukhwinder Singh, Alka yagnik
Movie: Deewane (2000)
Starring: Ajay Devgn, Urmila Matondkar, Mahima Chaudhry
_________
LYRICS
_________
su: ye aaNkhen ye masti
ye aaNkhen ye masti, ye palken ye kaajal
ye zulfen ye Khushboo ye chooDi ye paayal
(qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat) -2
a: ye chehraa ye tevar, ye qaatil adaayen
ye premi ye paagal ye chaahat ye muhabbat
(qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat) -2
su: ye aaNkhen ye masti, (ye palken) -4 (ye kaajal) -4

su: aashiq hai kaun vo, tum aashiqi ho jiski
shaayar hai kaun vo, tum shaayari ho jiski
a: hue tum deevaane yuN hi to nahin
chalaa koi jaadoo kahin na kahin, kahin na kahin
su: haaN kahin na kahin, kahin na kahin
a: ye jaadoo ye jaadoo ye jaadoo, ye rangat ye rangat
su: ye jalvaa ye jalvaa ye jalvaa ye javaani..

a: dilbar mere sanam, mahboob mere yaaraa
badlaa hai aaj kyuN, andaaz ye tumhaaraa
su: karuN kyaa koi zor chaltaa nahin
sambhaale se bhi dil sambhaltaa nahin, sambhaltaa nahin
a: haaN sambhaltaa nahin, sambhaltaa nahin
su: ye maujen a: laa laa laa laa, laa laa laa
su: ye saagar a: laa laa laa laa, laa laa laa
su: ye havaayen.., ye mausam a: laa laa laa laa, laa laa laa
a: ye mahfil, ye nagmaa, ye shoKhi ye aalam
su: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat
a: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat
su: ye aaNkhen ye aaNkhen a: ye chehraa ye chehraa
su: ye masti ye masti a: ye tevar ye tevar
su: ye palken.., ye kaajal..
su: ye zulfen a: ye premi

su: ye Khushboo a: ye paagal
su: ye chooDii a: ye chaahat
su: ye paayal a: ye muhabbat
su: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat
a: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat
su: haaN qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat
a: haaN qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat

  • likes, 3 dislikes

Link to this comment:

Share to:
see all

All Comments (3)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • nyceeeeeeeeeeeeeeeeeee

  • offffffffff qayamat nic song

  • indian musik is the best in zhe world

Loading...

Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more