Well the song says the mood of it all...lovely is a word to describe it here...comment and rate it
Khoobsurat hain dekho yeh jahaan Khoobsurat nashila yeh samaa Dekho zara toh Khoobsurat suhana raasta Dekho zara toh khoobsurat fiza pe main fida.. Na jaane kya hua. Dil mera kho gaya. Milega kisse kya. Bata.na jaane kahan gum hain. Yeh thoda gumsum hain. Yeh kiski khata hain. Bata zara tu. Khoobsurat hain tumhi se hain jahaan Dekho zara toh khoobsurat tumhari harr adaa Dekho zara toh khoobsurat yeh tujhsa hain kahan Dekho zara toh khoobsurati pe teri main fida. Ahista ahista jadoo chala tu aakhon se chalkega banke nasha Mashroof rehta hain tere khayalon mein Marne ki bhi isko fursat kahan Majboor hain dil na isko pata hain Junoon ki yeh manzil yeh le jaye kahan, jaye kahan
khoobsurat hain dekho yeh jahaan Khoobsurat nashila yeh sama
Dekho zara toh khoobsurat yeh tujhsa hain kahan Dekho zara toh khoobsurati pe teri main fida
Music beats (ALAAP) Dekho zara dil ke jaanse utah hain Yeh dhuaan kahan se kahan se utah hain
Kahan se utah hain Jis haal main hoga dil khush rahega na gum hoga humko na dil ko gila hain
Na dil ko gila hain
Na jaane kisko zamane ne dekha Milega muqaddar mohabat ka dekho zara. Dekho zara.
khoobsoorat hain dekho yeh jahaan
Khoobsoorat nashila yeh sama..
THIS SONG IS NOT THERE IN THE MOVIE
prasanth10184 2 years ago
.the starting music is from the telugu movie 'kondaveeti donga'
kishankakarla 2 years ago