Gham e hussain mai har muslman shamil ha cahye woh shia ho ya sunni app ny sari baatain shiyon wali kari hain lekin app unko bura kehty hain jaby Kalama parhny waly ki izzat azmat ka khayal har muslaman ko hona chaiye or shia or sunni donu muslaman hai meri app se guzarish hai k ummat mai fasad ki nahi amman ki koshish karain dushman e islam hum muslamno ko torna chaty hain Alah or pyary habbib s.a.w ka wasta hai apko amman peda karain fasad nahi JAZAKALAH
or shia logo par hum ny pori sarch ki hai woh sahaba ko manty b hain or unki izzat b karty hain han unky nazariyat alag hain iss ka ye matlab nahi k app ye koi b sahib e member molana umat mai fasd kary shia ho ya sunni sab ki zindagi ka maqsad Alah ki raza hasil karna hai or kalma namaz roza haj zakat jehad sunni shia sab karty hain Alah ka hukam hai ALAH ki rasi ko mazbooti se thamu tafarqa mai na paro or jo log zamin pe fasad barpa karty hain unpar Alah lanat karta hai
MAshalah bohot acha byan hai molana shab Alah apko jaza dy app sab behad acha parhty or ilmi baat karty hain lekin umat mai fasad ki baatain kyun karty hain app mai sunni hon or mai ny shia mazhab ko b qareeb se parha deakha or samjha hai app ny ishad farmaiya k Hazrat ali jamy kosar uss hlat mai nahi dain gy jab sahaba e ikaram ka munkir aye ga par Haztar ali r.a tu woh hain jinhon ny apny qatil ko pani pilaya tu kiya iss tarha ki hassad haarat Ali kar sakty hain?? Nauzbilah

sam75140 1 month ago

Mashallah
rajaamir123 1 month ago