Beautiful Noha Recited by Farrukh Rizvi (Anjuman Aza-e-Shabeer A.S) in his Album of 2010
website: http://www.farrukhrizvi.com
Please dont forget to comment, rate and subscribe to this video.
Please pray for the recitor, pray for me and my parents and dont forget others.
Always Remember "HAM ZINDA HAIN MATAM-E-SHABEER A.S KEY LIYE"
nice Kalam ...
faizasohail 1 year ago
Mashallah Mashallah ... Just dont listen to ne one ... keep it up ... i love dis nouha ...
rezaakhtari1 2 years ago
Kyon larte ho, choro in baaton ko,In mua'mlaat mein aksar mraje bhi khamosh rehte hein.
azizjarchavi 2 years ago
Har Imam nay akar yehi kaha hay k taqwa ikhtiyar karo. riya kari say bacho. sharab mat piyo, haram rizkh hasil karnay say bacho. Allah ki bandagi karo.namaz parho,roza rakho.khums do.zakat do.haj karo''istay tat jub ho.''jihad karo pehlay nafs k sath. aur pher Azadari e Imam e mazloom karo.
matam karo , zanjeer maro, kama maro, magar wajibat bhi ada karo.mujtahid ko kuch na kaho. mallom karo on k zindagi k baray may pher jo kehna hay kaho.
Khuda tumhay Hidayat day aur mujhay bhi.
syedimranali 2 years ago
Nasir bhai Imam e Zamana A.S ki aek hadees hay aur os k alfaz ka mafhoom yeh hay k,(Akhri zamanay may hum say mohabbat karnay walay dawaydar 20 ''aur aek jagha 13 likha hua hay'' in may bhi aek jannati ho ga aur baqi saray jahannum may hongay.) aqida kharab honay ki wajha say. ab insan ko chahiay k Zaki baqri aur baqi Zakireen ko chor kar yeh sochay k os ka khud ka TAQWA kitna buland hay.Jis din Jibraeel A.S akar ap ko sanad day day os din khush hona k jannati ho.os say pehlay nahi.
syedimranali 2 years ago
irfan bhi aesa hi hay kabhi sahi chalta pher pata nahi kia ho jata hay. yar is tarha tu Mola kahen gay k jo cheez dunya say chahiay thee wo tum nay lay li. ab akirat may kuch nahi hay. popularity k liay kahan tak Irfan,farruk,aur baqi sab aek hi line may haen.
syedimranali 2 years ago
mehnat lagti hai in sab mein n jo bibi(s.a) aata karti hain
nasirhusain14 2 years ago
mr imran ali lanath ka matlab samajhtey ho kya lanat us par jo deen mein tabdeeli karein aur jo alam taboot tazia aur seena zani ke khilaaf boley jaisey zaki baqri l.a ,khameinei l.a , n jo bebuniyaad lanat bhejtaa hai us par wapas aa padhti hai samjhey kya mera bhi dil keh raha hai ke mein tumhey gaali dun lekin nahi ye hamarey ahlebait ne nhi sikhaya got it n if u think u have a beter tarz then cum out with a cd next year then we will c commenting is very eazy but ask a nohkhwan ke kitni
nasirhusain14 2 years ago
yar kia kar rahaay haen yeh log. waat mar di hay nohon ki aur deen ki. lanat hay is tarha ka tarz banatay haen. they want name. yar dil kar raha hay k gali dooun is ghatiya insan ko. lanat hay.
syedimranali 2 years ago