Teen Talaq - Hadees - maulana ishaq urdu
Uploader Comments (MaulanaIshaqURDU)
All Comments (15)
-
moulana sahab Allah bless you
-
@loverheart555 ok i have corrected the setting and added u as a contact as well.
-
User MaulanaIshaqURDU has enabled contact lock. You will not be able to send messages to them unless they add you as a contact.
ye likha aata hai jab main apko pm karta hun
-
@loverheart555 agar mein nay aap ko block kia hota to aap comments nahi ker saktay thay. :)
Aap try karein message kernay ki. Mujhay mil jaaein gay inshALLAH.
-
agr ap naraz nahi hai to mainy ap ko kitny pm kiye hai paka jawab nahi aya aur ab main apko pm karo to masage snd hi nahi hota error dayta hai k bloking ki waja say nahi ho sakta masgae
baqi sawal ab main yahan nahi dohraoon ga nahi to baat lambi ho jay gi
sorry if i ever hurt u
aur sakt comments karny ki b mafi cahun ga
ALLAH HAFIZ
-
ASSALAM-O-ALAIKUM
shukhar hai ALLAH unka peghaam to aaya
bahi main ali bahi k hawalye say baat kar rha hun jo mainy unki video main comments kiye hai jin k reponse main ap say b baat hoi lakin baqi swal jo thy wo ap mere comments main daykh skty hai
main ap ki baat nahi kar rha tha
mainy ali bahi ki baat ki hai k mere comments ka koi reply nahi kiya
agr reply nahi karna to comments alow kion ka rkhy hai
mainy sari batein un ky munh say sun kar hi swal kiya tha
ap b janty ha
Assalamo alaikumussalam ! Fahad bhai aap nay khud ahadith parhi hain kewn keh Sheikh Zubair Ali Zai sb. ka moaqqif bhi Ali bhai wala hi hay keh teen Talaq akhatti waqia ho jati hain.
Wassalam !
HafizZubairAliZai 3 weeks ago
@HafizZubairAliZai walaikumsalaam,
Jee mein nay thori see ahadees parhi hain aur ali bhai say bhi baat kee hai. Aur maulana sahib say bhi ali bhai kay aiteraazat kay baaray mein poocha hai. Maulana sahib pooch rahey thay kay agar un ko Hafiz Zubair Ali Zaee sahib ka is mauzu per koi risala mil sakta hai ya. Takay unko tamam dalail pata chal sakein. Aik dafa maulana sahib ko sab dalail pata chal jaaein to phir woh is per khutaba dain gay inshALLAH. Yeh clip abhi na mukammal hai.
MaulanaIshaqURDU 3 weeks ago