issay kahaty hain real shia waqayi jo badnamiyan hum nay tajran-e-khoon-e-HUSSAIN(as) k kalam se uthayi hain ye un sub badnamiyon ko khatam karnay k liye muasar kirdar ada kar rahay hain
par mujhe nahien lagta k in ki baat suni jaye gi kyun k humaray log bhi wohi sun'na pasand kartay hain jo wo un ko khush karnay k liye bana bana k sunatay hain
MAULLA humari qoum ko in k shar se mehfooz rakhay..
miraj fatima@.. ye geebat nahe hay shia qoom ke khilaf jo ghanaoni sazish ho rhai hay usay exposed kya hay moulana sahab ne ager moulana sahab ki jagha IMAM E MASOOM A.S hotay wo bi hamain esi tarha agah kertay aur hamain hoshyar kertay history main aik ALIM jis ka name shalgamani ka IMAM A.S ne uske gumrah hone ki bakaida ummat ko khaber di thi..
ager hum ab bi bedar nahe howay to yad rakhain hamaray tukray tukray hone main tym nahe lagay ga.
kuch log andhy gongy aur behry hoty han un ka koi aalim kuch nahe bigar sakta aalim kia rasool e khuda bhi in jahiloon ko nahe sudhar saky un ky diloon py taly han khuda raham kary musalmanon py
GEO JAN ALI SHAH SAHAB GEO HAZARON SAAL HUMEIN AAP JASE AALMON KI SAKHT ZARORT HAI SALAM YA HUSSAIN A,S
TheJiya15 1 year ago
salam jan ali shah kazmi
we proud of you
you are the real shia schalor
tou r right
agr saray shi ullama is baat ko sajain to pakistan may inqilaab a skta hay
long live jan ali saha kazmi
ap ki is waqt sakht zarorat hay
come in pakistan
GOD bless you
sadaf7886 1 year ago
However Allama Jaan Ali Kazmi is right in his view
saik717 1 year ago
mirajfatima app shayad bohat baiwaqoof aur illitrate hain jo ap ko jan ali shah sahab ki itni pyari, suchi aur asan batain samjh nahi aaein...
khuda aap k ilm main izafa karay ..... geo jaan ali shah
asharakram 1 year ago
jazakALLAH...
issay kahaty hain real shia waqayi jo badnamiyan hum nay tajran-e-khoon-e-HUSSAIN(as) k kalam se uthayi hain ye un sub badnamiyon ko khatam karnay k liye muasar kirdar ada kar rahay hain
par mujhe nahien lagta k in ki baat suni jaye gi kyun k humaray log bhi wohi sun'na pasand kartay hain jo wo un ko khush karnay k liye bana bana k sunatay hain
MAULLA humari qoum ko in k shar se mehfooz rakhay..
aamien
saahil110 2 years ago
he is a true shia
moula salamat rakhe moulana sahab ...exposing the real culprits of shiasm
Labbaik Ya Hussain
Hezbullah1 2 years ago
miraj fatima@.. ye geebat nahe hay shia qoom ke khilaf jo ghanaoni sazish ho rhai hay usay exposed kya hay moulana sahab ne ager moulana sahab ki jagha IMAM E MASOOM A.S hotay wo bi hamain esi tarha agah kertay aur hamain hoshyar kertay history main aik ALIM jis ka name shalgamani ka IMAM A.S ne uske gumrah hone ki bakaida ummat ko khaber di thi..
ager hum ab bi bedar nahe howay to yad rakhain hamaray tukray tukray hone main tym nahe lagay ga.
Baltistaniiiiii 2 years ago
Hamein apni ghalatiyoun ka batanay walay hamaray mohsin heien .Kia jo batein molana ne ki hein ghalat hein?
tahirabuali 2 years ago
kuch log andhy gongy aur behry hoty han un ka koi aalim kuch nahe bigar sakta aalim kia rasool e khuda bhi in jahiloon ko nahe sudhar saky un ky diloon py taly han khuda raham kary musalmanon py
Batoolhiwatari 2 years ago 2
Believe me.This is first ever true shia I 've seen.now I realized Shia is this not the one preached by ingnorant Zurqurnain and others alike.
goodbyeman2 2 years ago