Peer Current Shah 1
Top Comments
All Comments (175)
-
hahahaha jhoota sala ....wo aik shakhs ko laga nai to doosra us ko samjha raha hai.
-
This is not acting but it's hypnotism or mind tricks and such practices are possible.
-
ghaleeeez log saaaaaalen............
-
videos upload karnay wala ager muslim hai tou plz aisi videos upload na karo,,,in thoray se bewaqoofon kii waja se sary musalmano ka mazaq banta hai,,
-
ye peer ko waquee curren thay yaro ye pakistan ki bijli key liae bohot kaam aa aegaa
-
Allah se kurbat hasil karne ka her tariqa nabi hume bata kar gaie. Imam Malik (RA) farmaia karte thy k jo shaks deen main koi aisi chez dale jo Mohammad (saw) or un k Sahaba (RA) se sabit na ho ... to ye mon se mane ya na mane, is ka ye amal is bat ki gawahi de raha hai k kuch tha jo Mohammad (saw) ne nahi pohanchaia.
Imam Malik aik or jaga farmate hain k deen main her naii chez bidat hai.
yad rakain, bidati k pichy namaz to door us ko salam karne wale k bare main hai k us ne deen ko dha dia.
-
In peeron ne pait poja k lie wajad k nam per ye chezain nikal li hain. asal main wajad sufia ka chola pehne dushmanane islam ka woh qufria aqeeda hai jis ka matlab Allah main fana ho jana hai (naa-oz-ubillah).
Agar koi insan kahe k ye tariqa Allah se kurb hasil karne ka hai to rab-e mohammad ki kasam woh jhota hai. kun k ahle sunat ka aqida hai k na Allah kuch bola, na nabi ne deen pochane main koi kainat ki. or kurb ka ye tarika na quran main hai, na hadith main or na he sahaba ki sunat main.
-
SARE jahil hai...
-
ALLAH PAK ap si as drami ka pochi ga
-
O yar rahny do... Hamary nabi ne kabi Allah ko is tareqy se na yad kia or na he kabi apni Umat ko ye tareeqa bataya... Or ye kia drama bazi hai.. Hum Muslim ho kar non muslim ko kia ye taleem dety hian...?
@Fidai935Saifi We have hardly any electricity in our village. Please send this man to us.
ifty2000uk 9 months ago 6
kutta sala dangi peer ha Laanat-Ul-Lahe Alal Kazebeen
iqbalattari77 6 months ago 2