Alert icon
We're changing our privacy policy. This stuff matters.  Learn more  Dismiss

Dr Israr on QTV about HAZRAT ALI A.S. ANSWER NO.1 of 8

Loading...

Sign in or sign up now!
86,875
Loading...
Alert icon
Sign in or sign up now!
Alert icon
  • likes, 45 dislikes

Link to this comment:

Share to:

Top Comments

  • @WolVesAsif Feraoon kay mannay walay bhi usko acha insaan samajhtay thay.

  • Okay now let me ask this speaker "DID DR.ISRAR AHMED RADIALLAHU:AN CALL HIM SELF MEHDI, HE PASSED AWAY BUT HE NEVER CALLED HIM SELF MEHDI YOUR WRONG MAY ALLAH BLESS A MAN THAT LEFT THIS WORLDLY LIFE TEACHING ISLAM AMEEEEEEEEEENNNNNNNNNNNN.

see all

All Comments (620)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • @murtajiz54

    bhai, aap nahi manna chahtay kisi bhi daleel par bhi, tou ab mei kuch bhi kehdon, kya farq parhta hai.

  • @paki3393 Janab aapko ager aapko Ahadees kay baray may etna maloom hay tu esi you tube per aik link hay jis may sirf aapki mustanad Ahadees parhi gai hain. Aap wahaan jaker zara un Ahadees ka jawab tu day dejye phir may aapko mazeed ref. bhi day doon ga. uska link hay " Dr Israr statement on QTV about Hazrat Ali " Those videos are uploaded by Hukmayazan. Please answer there so we all can learn.

  • @murtajiz54

    mai janta hun janab aap kya hawalay dengein, hawalay sharah ke sath diyay jatay hai ahadees kai, aisay hi nahi ke aap logon ko ghalat rasta dikhadein.

    gustakhi rasool ki aap jitni bhi ibaaraat aap hadis mei dikhaye MAI CHALLENGE KARTA HUN ke mai aap ko us ki sharah se sabit kardunga ke aap ka mafhoom ghalat hain.

    agar aap ye kam karsakein tou mei zaror aap ka pur tasalli jawab de sakunga!

  • Aap S.A.W.W. kay baray may jo nazerya hamara hay usko perhna buri baat hay kya? Kya aap khud ye baat perh ker andaza nahi laga saktay keh koon ezzat day raha hay or koon ezzat nahi dayraha. Jis Rasool Allah S.A.W.W. say Allah ki mohabbat ka ye alam hay keh aapko jagha jagha aik naye naye Alqabaat say pukaar raha hay. or aako Khulkh ul Azeem qaraar day raha hay. Kya jo batain Sahi Bukhari waghera may likhi hain wo esi shaan ki mustaheq hain? Allah hum sub ko ilm ki tofeeq day. Elahi Ameen

  • @paki3393 Janab ager aap nay Sahi Bukhari Ya Sahi Muslim Parhi hoti tu aap ye baat nahi kehtay. Aap kay paas ager Sahi Bukhari hay ya aap lay ker aa saktay hain tu pori emaandaari say mujhay bataye. may aapko etnay hawalay doonga gustakhi e Rasool Allah S.A.W.W. kay baray may keh jub tak aap ye nahi kahain gay keh bus ker do tub tak mera wada hay may bus nahi karoon ga.

    or rahi baat keh aapka hamara nazerya alag hay tu kya sirf Rasool Allah S.A.W.W. ki mohabbat may Aap S.A.W.W. CONTINUED>>

  • @paki3393 Janab ye baat en Alim nay apni taraf say nahi kahi balkay aik akhbaar kay hawalay say kahi hay. Masla ye hay keh hum jis insaan say bhi aqeedat or mohabbat rakhtay hain us kay baray may kuch sunna he gawara nahi kertay. ye bhi soochnay ki zehmat nahi kertay keh ye kya keh raha hay.

  • @murtajiz54

    Dosri baat ye ke yeh kehna durust nahi ke Bukhari o Muslim me nabi ya sahab ki ghustakhi hai. HAN, Ye bat YAQEENAN hai ke AAP SAWW aur un ke sahaba karam ke barae mei jo raye hai woh AHLE TASHAI hazraat se bilkul mushabiha ho.

    Zarori nahi hai ke riwayat e sunnai agar shia se na milay tou woh gustakhi mei shumar hun. aisi hadeesein jin par ungli uthai jaati hai magar un ahaadees kee uppar buht lambay chawri tafsir bayan ho chuki hai Ghustakhi ka ilzam jhota sabit karne ke liyay..

  • @murtajiz54

    Bhai Sahab, DR ISRAR AHMAD ne apnay wazahati bayan me Hazrat Ali Ra ke mutalliq honay walay QTV par waqiay ke hawlay se sab kuch bayan kardiya hai. Afsoos ke ululma ko deen par bhi tijarat karna hoti hai. DR ISRAR NE IMAM MAHDI ke baray me KUCH aisa nahi kaha jeisa ke ye sahib farma rahe hain. Mujhay AIK bhi aisi baat SABIT kardein Dr Israr ki tasneef ya audio.video se tou mei QASAM ALLAH ki Dr Israr ko GUMRAH kehnay par aamafah ho jaunga. MEI ALLAH KI QASAM KHATA HUN YAHAN PAR!!!

  • @ zaibi ager aap ko history ke barey mein ilm nahin hai merei behan/bhai aap koi haq nahin rakhtey hum shiaon per tanqeed kerney ka ager aap waqi sahi keh rahey hain keh shia Mola Husain ke qati hain yaa hum log shirk kertey hain tu janab aap ne yea sab kis book mein parha hai plz hawala dijye ..yahan baghair kitab ke hawaley se koi baat nahin ho sakt

View all Comments »
Loading...

0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more