Reciting the noha 'Al Amaan Al Amaan' after majlis at Hussainia Mosque Birmingham UK during Muharram.
Sorry for too much movement and for the shaky video, but I hope you like the noha (recited by APIZ) and matam by people (you can only hear the matam).
Writeups:
Al amaan Al amaan
Ghustakon kay hajoom main (x2) Zainab thi darmiyan.
1) Hairaan hun bazaar say kaisay guzar gayi (x2) Tatheer ki paali thi (x2) bazaar ka samaa.
2) Yeh soch kay Sajaad ka dil khoon ro para (x2) Tafseer bayrida thi (x2) naizay pay tah Quran.
3) Kaisay uthaye laash ko mazloom jaldiye (x2) Tauqeer ki zaifi (x2) Akbar sa nojawan.
4) Kyun baar baar laitay ho tum naam balwa aam main (x2) Maar jaye gi bazaar main (x2) haye aaj meri Maa.
5) Fakhray khaleel teri yehi ummat ko salam (x2) Phal khenchna pisaar ka (x2) hota nahin asaan.
6) Yasrab say jo Ameer chala tah Ashur ko (x2) Karbal main woh luta hay (x2) risalat ka karwan.
geo
yaabbas110 3 years ago
Ya Hussain
ali84uk 3 years ago