Alert icon
We're changing our privacy policy. This stuff matters.  Learn more  Dismiss

A VERY IMPORTANT MESSAGE BY MUFTI TAQI USMANI

Loading...

Sign in or sign up now!
Alert icon
Upgrade to the latest Flash Player for improved playback performance. Upgrade now or more info.
7,223
Loading...
Alert icon
Sign in or sign up now!
Alert icon

Uploaded by on May 26, 2009

AN IMPORTANT MESSAGE REGARDING THE PRESENT SITUATION OF OUR BELOVED COUNTRY PAKISTAN. source: www.deeneislam.com

Category:

Education

Tags:

License:

Standard YouTube License

  • likes, 1 dislikes

Link to this comment:

Share to:
see all

All Comments (10)

Sign In or Sign Up now to post a comment!
  • @MuhafizeAhleSunnat

    Bhaiyo Sunnah k baghair tau Musalman hai hi nahi Musalman.

    Tay yeh Sunni, Barelvi, wahabi ka jhagra Q?

    Nabi e Paak (SallALLAH o alaihe wasallam) hum main 2 cheezain chor ker gaye hain. Aik Quran aur doosri Sunnah. Aey ham sab mil kar usay mazbooti se thaam lain.

    Abhee abhee zalzala aaya tau yeh video pkolitics ki wite per dekhi.

    Yah Allah ham Gunahgaar, buzdil aur kamzor hain. Tu humari islaah farmaa day. Apnay Nabi (SallALLAH o alaihe wasallam) ke sadqay humari islah

  • I think there is quite a bit of miscommuinication between masalik-e-ahnaaf and makatib-e-ahnaaf........ thats why there is quite a bit of misunderstanding

  • Part 1

    Asslam o Alikum

    Janab Ahle Sunnat ka yehi aqeeda hai kay Nabi Kareem(SallALLAH o alaihe wasallam) ko ilm-e-ghaib ALLAH ki ataa say hai, Nabi Kareem(SallALLAH o alaihe wasallam) kay tamam ikhtiyaraat ALLAH ki ataa say hain. Is baat say kaun inkaar kar sakta hai kay "ALLAH ki marzi kay baghair koi nahi kuch karr aur day sakta hai..!!"

  • Part 2:

    Ahle Sunan ka hamesha say yehi he aqeeda rha hai kay Ambia, Awlia waghira agar jo bhe ataa kar saktay hain, ya unhay koi bhe ikhtiyaaraat hain tou wo sab ALLAH he ki ataa say hai.

    Ma'azALLAH kisi bhe badd bakht ka ye aqeeda naii ho sakta kay agar ALLAH na bhe chahay tabb bhe koi kuch day aur karr sakta hai...!!(AstaghfirULLLAH)

    Haqeeqi malik sirf ALLAH he hai, Anbia o Awlia kay tamam ikhtiyaarat USSI ki ataa say hain

  • huzur (s.a.w) ko agar ummat kay haal ka pata chala to yaqeenan woh waqifiat allah hi ki taraf se hui hay.

    ilm e gaib sirf allah hi ko hay, to aray Allah kay banday Allah hi nay to un kay zaryiey se apnay banado tak paigham pohchaya.allah nay hi to

    un ko khuab kay zariyay se buzurg ko paigham pohnchaya.woh ilm Allah nay hi un ko dia hay.

  • Muhafez sahab pehli baat to yeh kay is mein koi shak nahi kay har kaam Allah ki marzi se hota hay

    aur gaib ka ilm bhi sirf Allah hi ko hay.Allah ki marzi se hi agar kisi buzurg kay khuwab mein huzur (s.a.w) aaey hein aur pakistan kay baaray mein farmaya to yaqeenan yaqeenan woh ilm unhay Allah nay hi dia hay.aur buzur nay agar un ki ziarat farmai to yaqeean yaqeenan wo Allah kay hukum say hi hui hay.

  • very simplistic answer to all 3 of your questions is:

    Nabi Kareem (sallAllah o Alaihe wasallam) ka khawab Allah ne apni qudrat se dikhlaya, is ka ye matlab nahi hai k Nabi Pak khud apni taraf se farma rahay hain, balke Allah Kareem Nabi (SAW) ke khawab ke zarieye ek message de rahay hain.... OK isliye Aalime Ghaib bhee Allah hain, aur Mushkil Kusha bhee Allah he hain.

  • Brother,at the end of the day what are you going to loose by reading surah shams,only thing you will be getting reward,so stop thinking there are many interpretations and we all should do it,in surah naas last surah of quran says,min sharril was wa sil khannas,ie,shaytan will throw wass wass in us in order to not act on what is said,we are not been asked to do Bid'a,we are ask to read from the quran it self,so brothers do it,you will be rewarded and could save pakistan,from whatever is due.

  • ALLAH kay mushkil kusha honay say kis ko inkaar hai..????

  • mushkil kusha sirf allah hi hai

Loading...

Alert icon
0 / 00Unsaved Playlist Return to active list
    1. Your queue is empty. Add videos to your queue using this button:
      or sign in to load a different list.
    Loading...Loading...Saving...
    • Clear all videos from this list
    • Learn more