(Sorry for bad video quality but I really liked this one so got it on my mobile, thanks!)
Madhya Pradesh Anthem/Song.
Sung by, Shaan.
Penned by, journalist and litterateur Mahesh Shrivastava.
Music composed by Sunil Jha.
Lyrics:
Sukh ka data, Sabka saathi,
Shubh ka ye sandesh hai,
Maa ki god, pita ka aashray,
Mera Madhya Pradesh hai.
Vindhyachal ka Maa Narmada ka Jal iske paas hai,
Yahan gyaan vigyaan kala ka likha gaya itihaas hai.
Urvar bhoomi, saghan van sampadaa yahan ashesh hai,
Swar sau rang sushma se mandit mera Madhya Pradesh hai.
Sukh ka data, Sabka saathi,
Shubh ka ye sandesh hai,
Maa ki god, pita ka aashray,
Mera Madhya Pradesh hai.
Kshipra me amrit ghat chhalka mila Krishna ko gyaan yahan,
Mahakaal ko tilak lagane mila hame vardaan yahan,
Kavita nyay, veerta gaayan sabkuch yahaan vishesh hai,
Hriday desh ka yah main iska mera Madhya Pradesh hai,
Sukh ka data, Sabka saathi,
Shubh ka ye sandesh hai,
Maa ki god, pita ka aashray,
Mera Madhya Pradesh hai.
सुख का दाता, सबका साथी,
शुभ का ये सन्देश है,
माँ की गोद, पिता का आश्रय,
मेरा मध्य प्रदेश है.
विन्ध्याचल का माँ नर्मदा का जल इसके पास है ,
यहाँ ज्ञान विज्ञान कला का लिखा गया इतिहास है .
उर्वर भूमि , सघन वन , संपदा यहाँ अशेष है ,
स्वर सौ रंग सुषमा से मंडित मेरा मध्य प्रदेश है .
सुख का दाता, सबका साथी,
शुभ का ये सन्देश है,
माँ की गोद, पिता का आश्रय,
मेरा मध्य प्रदेश है.
क्षिप्रा में अमृत घट छलका मिला कृष्ण को ज्ञान यहाँ ,
महाकाल को तिलक लगाने मिला हमें वरदान यहाँ ,
कविता न्याय , वीरता गायन सबकुछ यहाँ विशेष है ,
ह्रदय देश का यह मैं इसका मेरा मध्य प्रदेश है ,
सुख का दाता, सबका साथी,
शुभ का ये सन्देश है,
माँ की गोद, पिता का आश्रय,
मेरा मध्य प्रदेश है.
really like this song but the qality of video is poor
1234567891011360 9 months ago
new state anthem of mp and ur govt try to encourage to citizens of our state to sing this with national anthem jai jai madhya pradesh
kmcrocks1 1 year ago
seriously very true ans heart touchingggggg
kmcrocks1 1 year ago